Fasl : 27
ورث النبى صلى الله تعالى عليه وآله وسلم أوصافه لإبناء فاطمة الزهرا سلام الله عليها
Aulaade Fatimah سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهِمْ ……..Waarithaane Awsaafe Mustafa صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم
71_ “Sayyidah Fatimah سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا Bint Rasool Allah صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Bayaan Karti Hain Ki Mein Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ke Maraze Wisaaal Ke Dauraan Hasan Aur Husayn رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُمَا Ko Le Kar Aap صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Kee Khidmat Me Haazir Huwi, Aur Arz Kiya : Ya RasoolAllah صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم! Yeh Dono’n Aap Ke Bete Hain, Inhein Kisi Cheez Ka Waarith Bana De’n. Aap صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ne Farmaya : Hasan Ke Liye Meri Haybat (Ro’b) Aur Sardaari Hai, Jab Ki Husayn Ke Liye Meri Jur’at Wa Sakhaawat Ka.”
–
[1_Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 22/423, Raqam-1041,
2_Tabarani Ne ‘Al-Mu’jam-ul-Awsat (06/222, 223, Raqam-6245)’ Me Is Hadith Ko Hazrat Aboo Rafi’ رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُ Se Riwaayat Kiya Hai.
3_Shaybani Fi Al-Ahad Wa’l-Mathani, 01/299, Raqam-408,
4_Shaybani Fi Al-Ahad Wa’l-Mathani, 05/370, Raqam-2971,
5_Haythami Ne ‘Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id (09/185)’ Me Kaha Hai Ki Ise Tabarani Ne Riwaayat Kiya Hai Jab Ki Is Ke Raawiyo’n Ko Nahin Jaanta.
6_Asqalani Fi Al-Isabah Fi Tamyiz-is-Sahabah, 07/674,
7_Asqalani Fi Tahdhib-ut-Tahdhib, 02/299,
8_Mizzi Fi Tahdhib-ul-Kamal Fi Asma’-ir-Rijal, 06/400,
9_Hindi Fi Kanz-ul-‘Ummal Fi Sunan Al-Aqwal Wa-Al-Af’al, 12/117, Raqam-3472,
Ad-Durrat-ul-Bayda’ Fi Manaqibi Fatimat-uz-Zahra’ سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا,/85, 86, Raqam-71.]