Posted in Ad-Durrat-ul-Bayda’ Fi Manaqibi Fatimat-uz-Zahra’ سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا

Hazrat Ali رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُ Se Sayyidah سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا Ke Nikaah Ka Hukm Khud Baari Ta’ala Ne Diya

Fasl : 23

أمر الله النبى صلى الله تعالى عليه وآله وسلم بتزويج فاطمة سلام الله عليها من على بن أبى طالب رضى الله تعالى عنه

Hazrat Ali رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُ Se Sayyidah سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا Ke Nikaah Ka Hukm Khud Baari Ta’ala Ne Diya

 

63_             “Hazrat Abdullah Bin Mas’ood رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُمَا Riwayat Karte Hain Ki Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ne Farmaya : Allah Ta’ala Ne Mujhe Hukm Farmaya Hai Ki Mein Fatimah Ka Nikaah Ali Se Kar Doo’n.”

[1_Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 10/156, Raqam-10305,

2_Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 22/407, Raqam-1020,

3_Haythami Ne ‘Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id (09/204)’ Me Kaha Hai Ki Ise Tabarani Ne Riwaayat Kiya Hai Aur Is Ke Rijaal Thiqah Hain.

4_Halabi Fi Al-Kashf-ul-Hathith, 01/174,

5_Hindi FI Kanz-ul-‘Ummal Fi Sunan Al-Aqwal Wa-Al-Af’al, Raqam-32929, 32891,

6_Hindi Fi Kanz-ul-‘Ummal Fi Sunan Al-Aqwal Wa-Al-Af’al, 13, 681, 682, Raqam-37753,

7_Ibn Jawzi Ne ‘Tadhkirat-ul-Khawass (Saf’h-276)’ Me Hazrat Abdullah Bin Buraydah رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُمَا Se Riwaayat Kiya Hai.

8_Husayni Ne ‘Al-Bayan Wa’t-Ta’rif (01/174, Raqam-455)’ Me Kaha Hai Ki Ise Ibn Asakir Aur Khatib Baghdadi Ne Hazrat Anas Bin Malik رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُ Se Riwaayat Kiya Hai.

9_Manawi Fi Fayd-ul-Qadir Sharh Al-Jami’ As-Saghir, 02/215,

Ad-Durrat-ul-Bayda’ Fi Manaqibi Fatimat-uz-Zahra’ سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا,/77, Raqam-63.]

 

 

64_             “Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ne Farmaya : Aye Anas! Kya Tum Jaante Ho Ki Jibra’il Mere Paas Saahibe Arsh Ka Kya Paighaam Laa’e Hain? Phir Farmaya : Allah Ta’ala Ne Mujhe Hukm Diya Hai Ki Mein Fatimah Ka Nikaah Ali Se Kar Doo’n.”

[1_Husayni Ne ‘Al-Bayan Wa’t-Ta’rif (02/301, Raqam-1803)’ Me Kaha Hai Ki Ise Qazwini, Khatib Baghdadi Aur Ibn Asakir Ne Hazrat Anas Bin Malik رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُ Se Riwaayta Kiya Hai.

2_Muhibb Tabari Fi Dhakha’ir-ul-‘Uqba Fi Manaqibi Dhawi-‘l-Qurba,/71,

Ad-Durrat-ul-Bayda’ Fi Manaqibi Fatimat-uz-Zahra’ سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا,/78, Raqam-64.]