Fasl : 04
فاطمة سلام الله عليها سيدة نساء أهل الجنة و ابناها سيدا شباب أهل الجنة
Sayyidah سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا Jannati Aurto’n Kee Aur Aap Ke Shahzaade Jannati Jawaano’n Ke Sardaar Hain
09_ “Hazrat Hudhayfah رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُ Bayaan Karte Hain Ki Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ne Farmaya : Aik Firishta Jo Is Raat Se Pehle Kabhi Zameen Par Na Utra Tha, Us Ne Apne Parwardigaar Se Ijaazat Maangi Ki Mujhe Salaam Kar Ne Haazir Ho Aur Mujhe Yeh Khush Khabari De : Fatimah Ahl-E-Jannat Kee Tamaam Aurto’n Kee Sardaar Hai Aur Hasan Wa Husayn Jannat Ke Tamaam Jawaano’n Ke Sardaar Hain.”
–
[1_Tirmidhi Fi Al-Jami’ As-Sahih, 05/660, Raqam-3871,
2_Nasa’i Fi As-Sunan Al-Kubra, 05/80, 95, Raqam-8298, 8365,
3_Nasa’i Fi Fada’il Al-Sahabah,/58, 76, Raqam-193, 260,
4_Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 05/391,
5_Ahmad Bin Hanbal Fi Fada’il As-Sahabah, 02/788, Raqam-1406,
6_Ibn Abi Shaybah Fi Al-Musannaf, 06/388, Raqam-32271,
7_Hakim Fi Al-Mustadrak ‘Ala Sahihayn, 03/164, Raqam-4721, 4722,
8_Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 22/402, Raqam-1005,
9_Bayhaqi Fi Al-I’tiqad,/328,
10_Aboo Nu’aym Fi Hilyat-ul-Awliya’ Wa Tabaqat-ul-Asfiya’, 04/190,
11-Muhibb Tabari Fi Dhakha’ir-ul-‘Uqba Fi Manaqibi Dhawi-‘l-Qurba,/224,
12_Dhahabi Fi Siyar A’lam-in-Nubala’, 03/123, 252,
13_Asqalani Fi Fat’h-ul-Bari Sharh Sahih Al-Bukhari, 06/471,
14_Suyooti Fi Tadrib-ur-Rawi Fi Sharh Taqrib Al-Nawawi, 02/156, 464,
15_Suyooti Fi Al-Khasa’is Al-Kubra, 02/156, 464,
16_Imam Bukhari Ne ‘As-Sahih (03/1360, Kitab Al-Manaqib)’ Me Qaraabate Rasool صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ke Manaaqib Ka Baab Baandhte Huwe Sayyidah Fatimah رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهَا Ke Hawaale Se Kaha : وقال النبي صلى الله تعالى عليه واله وسلم : فاطمة سيدة نساء أهل الجنة (Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ne Farmaya : Fatimah Ahle Jannat Kee Aurto’n Kee Sardaar Hain).
17_Imam Bukhari Ne Sayyidah Fatimah رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهَا Ke Manaaqib Ke Hawaale Se Yehi Unwaan ‘As-Sahih (03/1374)’ Me Do Baara Baandha Hai.
Ad-Durrat-ul-Bayda’ Fi Manaqibi Fatimat-uz-Zahra’ سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا,/25, 26, Raqam-09.]
10_ “Hazrat Ali كَرَّمَ للهُ تَعَالىٰ وَجْهَهُ الْكَرِيْم Se Marwi Hai Ki Rasool Allah صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ne Sayyidah Fatimah رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهَا Se Farmaya : Kya Tumhein Is Baat Par Khushi Nahin Ki Ahle Jannat Kee Tamaam Aurto’n Kee Sardaar Ho Aur Tere Dono’n Bete Jannat Ke Tamaam Jawaano’n Ke.”
–
[1_Haythami Fi Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id, 09/201,
2_Bazzar Fi Al-Musnad, 03/102, Raqam-885,
Ad-Durrat-ul-Bayda’ Fi Manaqibi Fatimat-uz-Zahra’ سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا,/26, Raqam-10.]
11_ “Hazrat Abdullah Bin Abbas رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُمَا Farmate Hain Ki Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ne Zameen Par Chaar (04) Lakeerein Kheenchi’n, Aur Farmaya : Tum Jaante Ho Yeh Kya Hai? Sahaba-E-Kiram رِضْوَانُ اللهِ تَعَالىٰ عَلَيْهِمْ اَجْمَعِيْن Ne Arz Kiya : Allah Aur Us Ke Rasool صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Behtar Jaante Hain. Phir Rasool Allah صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ne Farmaya : Ahle Jannat Kee Tamaam Aurto’n Me Se Afzal Tareen (Chaar) Hain : Khadijah Bint Khuwaylid, Fatimah Bint Muhammad, Fir’awn Kee Biwi Aasiyah Bint Muzahim Aur Maryam Bint Imran رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُنَّ اَجْمَعِيْنَ.”
–
[1_Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 01/293, 316,
2_Nasa’i Fi As-Sunan Al-Kubra, 05/93, 94, Raqam-8355, 8364,
3_Nasa’i Fi Fada’il Al-Sahabah,/74, 76, Raqam-250, 259,
4_Ibn Hibban Fi As-Sahih, 15/470, Raqam-7010,
5_Hakim Fi Al-Mustadrak ‘Ala Sahihayn, 02/539, Raqam-3836,
6_Hakim Fi Al-Mustadrak ‘Ala Sahihayn, 03/174, 205, Raqam-4754, 4852,
7_Ahmad Bin Hanbal Fi Fada’il As-Sahabah, 02/760, 761, Raqam-1339,
8_Aboo Ya’la Fi Al-Musnad, 05/110, Raqam-2722,
9_Shaybani Fi Al-Ahad Wa’l-Mathani, 05/364, Raqam-2962,
10_Abd Bin Humayd Fi Al-Musnad, 01/205, Raqam-597,
11_Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 11/336, Raqam-11928,
12_Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 22/407, Raqam-1019,
13_Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 23/07, Raqam-01, 02,
14_Bayhaqi Fi Al-I’tiqad,/329,
15_Ibn Abd-il-Barr Fi Al-Isti’ab Fi Ma’rifat Al-As’hab, 04/1821, 1822,
16_Nawawi Fi Tahdhib-ul-Asma’ Wa Al-Lughat, 02/608,
17_Dhahabi Ne ‘Siyar A’lam-in-Nubala’ (02/124)’ Me Ise Hazrat Abdullah Bin Abbas رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُمَا Se Marfoo’ Hadith Qaraar Diya Hai.
18_Haythami Ne ‘Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id (09/223)’ Me Kaha Hai Ki Ise Ahmad, Aboo Ya’la Aur Tabarani Ne Riwaayat Kiya Hai, Aur Un Kee Bayaan Karda Riwayat Ke Rijaal Sahih Hain.
19_Asqalani Fi Fat’h-ul-Bari Sharh Sahih Al-Bukhari, 06/447,
20_Asqalani Fi Al-Isabah Fi Tamyiz-is-Sahabah, 08/55,
21_Husayni Fi Al-Bayan Wa’t-Ta’rif, 01/123, Raqam-316,
22_Manawi Fi Fayd-ul-Qadir Sharh Al-Jami’ As-Saghir, 02/53,
23_Qurtubi Fi Al-Jami’ Li-Ahkam Al-Qur’an (Tafsir Al-Qurtubi), 04/83,
24_Ibn Kathir Fi Tafsir Al-Qr’an Al-Azim, 04/394,
Ad-Durrat-ul-Bayda’ Fi Manaqibi Fatimat-uz-Zahra’ سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا,/27, 28, Raqam-11.]
12_ “Hazrat Salih رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُ Riwaayat Karte Hain Ki Umm-il-Mu’minin Hazrat Aaishah Siddiqah رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهَا Ne Sayyidah Fatimah رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهَا Se Kaha : Kya Mein Tumhein Khush Khabari Na Sunaau’n! (Woh Yeh Ki) Mein Ne Khud RasoolAllah صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ko Yeh Farmaate Huwe Suna : Ahle Jannat Kee Aurto’n Kee Sardaar Sirf Chaar Khawaatin Hain : Maryam Bint Imran, Fatimah Bint RasoolAllah صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم, Khadijah Bint Khuwaylid Aur Fir’awn Kee Biwi Aasiyah.”
–
[1_Ahmad Bin Hanbal Fi Fada’il As-Sahabah, 02/760, Raqam-1336,
Ad-Durrat-ul-Bayda’ Fi Manaqibi Fatimat-uz-Zahra’ سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا,/28, Raqam-12.]