Fasl : 18
عدو لفاطمة سلام الله عليها عدو للنبى صلى الله تعالى عليه وآله وسلم
Sayyidah Fatimah سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا Ka Dushman …… Mustafa صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ka Dushman
47_ “Hazrat Zayd Bin Arqam رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُ Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ne Hazrat Ali, Hazrat Fatimah, Hazrat Hasan Aur Husayn رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُم Se Farmaya : Mein Ua Se Ladoonga Jis Se Tum Ladoge, Aur Jis Se Tum Sulh Karoge Mein Us Se Sulh Karoonga.”
–
[1_Tirmidhi Fi Al-Jami’ As-Sahih, 05/699, Raqam-3870,
2_Ibn Majah Fi As-Sunan, 01/52, Raqam-145,
3_Hakim Fi Al-Mustadrak ‘Ala Sahihayn, 03/161, Raqam-4714,
4_Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 03/40, Raqam-2619, 2620,
5_Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 05/184, Raqam-5030, 5031,
6_Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Awsat, 05/182, Raqam-5015,
7_Muhibb Tabari Fi Dhakha’ir-ul-‘Uqba Fi Manaqibi Dhawi-‘l-Qurba,/62,
8_Dhahabi Fi Siyar A’lam-in-Nubala’, 02/125,
9_Dhahabi Fi Siyar A’lam-in-Nubala’, 10/432,
10_Mizzi Fi Tahdhib-ul-Kamal Fi Asma’-ir-Rijal, 13/112,
Ad-Durrat-ul-Bayda’ Fi Manaqibi Fatimat-uz-Zahra’ سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا,/63, Raqam-47.]
48_ “Hazrat Zyad Bin Arqam رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُ Se Riwaayat Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ne Hazrat Fatimah, Hazrat Hasan Aur Hazrat Husayn رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُم Se Farmaya : Jo Tum Se Ladega Mein Us Se Ladoonga Aur Jo Tum Se Sulh Karega Mein Us Se Sulh Karoonga.”
–
[1_Ibn Hibban Fi As-Sahih, 15/434, Raqam-6977,
2_Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Awsat, 03/179, Raqam-2854,
3_Tabarani Fi Al-Mu’jam-us-Saghir, 02/53, Raqam-767,
4_Haythami Ne ‘Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id (09/169)’ Me Kaha Hai Ki Ise Tabarani Ne ‘Al-Awsat” Me Riwaayat Kiya Hai.
5_Haythami Fi Mawarid Al-Zam’an Ila Zawa’id Ibn Habban,/555, Raqam-2244,
6_Mahamili Fi Amali,/447, Raqam-532,
7_Ibn Athir Fi Usd-ul-Ghabah Fi Ma’rifat-is-Sahabah, 07/220,
Ad-Durrat-ul-Bayda’ Fi Manaqibi Fatimat-uz-Zahra’ سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا,/63, 64, Raqam-48.]
49_ “Hazrat Aboo Hurayrah رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُ Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ne Hazrat Ali, Hazrat Fatimah, Hazrat Hasan Aur Hazrat Husayn رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُم Kee Taraf Nazrae Iltefaat Kee Aur Irshaad Farmaya : Jo Tum Se Ladega Mein Us Se Ladoonga, Jo Tum Se Sulh Karega Mein Us Se Sulh Karoonga (Ya’ni Jo Tumhara Dushman Hai Woh Mera Dushman Hai Aur Jo Tumhara Dost Hai Woh Mera Bhi Dost Hai).”
–
[1_Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 02/442,
2_Ahmad Bin Hanbal Fi Fada’il As-Sahabah, 02/767, Raqam-1350,
3_Hakim Ne ‘Al-Mustadrak ‘Ala Sahihayn (03/161, Raqam-4713)’ Me Is Hadith Ko Hasan Qaraar Diya Hai Jab Ki Dhahabi Ne Is Baare Me Khaamoshi Ikhtiyaar Kee Hai.
4_Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 03/40, Raqam-2621,
5_Khatib Fi Tarikh Baghdadi, 07/137,
6_Dhahabi Fi Siyar A’lam An-Nubula’, 02/122,
7_Dhahabi Fi Siyar A’lam-in-Nubala’, 03/257, 258,
8_Haythami Ne ‘Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id (09/169)’ Me Kaha Hai Ki Ise Ahmad Aur Tabarani Ne Riwaayat Kiya Hai Aur Is Ke Raawi Talid Bin Sulayman Ke Baare Me Ikhtalaaf Hai, Jab Ki Baqiyya Rijaal Hadithe Sahih Ke Rijaal Hain.
Ad-Durrat-ul-Bayda’ Fi Manaqibi Fatimat-uz-Zahra’ سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا,/64, 65, Raqam-49.]