Fasl : 06
أم فاطمة سلام الله عليهما أفضل النساء
Sayyidah Fatimah سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا Kee Waalida Afzal-un-Nisa’ Hain
16_ “Hazrat Abdullah Bin Ja’far Riwaayat Karte Hain Ki Mein Ne Hazrat Ali كَرَّمَ للهُ تَعَالىٰ وَجْهَهُ الْكَرِيْم Se Suna Woh Farma Rahe They Ki Mein Ne Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ko Yeh Farmaate Huwe Suna : (Apne Zamaana Kee Aurto’n Me) Sab Se Afzal Khadijah Bint Khuwaylid Hain, Aur (Apne Zamaana Kee Aurto’n Me) Sab Se Afzal Maryam Bint Imran Hain.”
–
[1_Tirmidhi Fi Al-Jami’ As-Sahih, 05/702, Raqam-3877,
2_Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 01/116, 132,
3_Aboo Ya’la Fi Al-Musnad, 01/455,
4_Ahmad Bin Hanbal Fi Fada’il As-Sahabah, 02/852, Raqam-1580,
5_Ibn Abd-il-Barr Fi Al-Isti’ab Fi Ma’rifat Al-As’hab, 04/1823,
6_Dhahabi Fi Siyar A’lam-in-Nubala’, 02/113,
7_Asqalani Fi Fat’h-ul-Bari Sharh Sahih Al-Bukhari, 06/447,
8_Asqalani Fi Fat’h-ul-Bari Sharh Sahih Al-Bukhari, 07/107,
9_Asqalani Fi Al-Isabah Fi Tamyiz-is-Sahabah, 07/602,
Ad-Durrat-ul-Bayda’ Fi Manaqibi Fatimat-uz-Zahra’ سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا,/31, Raqam-16.]
17_ “Hazrat Abdullah Bin Ja’far رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُ Riwaayat Karte Hain Ki Mein Ne Hazrat Ali كَرَّمَ للهُ تَعَالىٰ وَجْهَهُ الْكَرِيْم Ko Koofah Me Yeh Farmaate Huwe Suna : Maryam Bint Imran Aur Khadijah Bint Khuwaylid Zameen-o-Aasmaan Me Sab Aurto’n Se Behtar Hain.”
“(Raawi) Aboo Kurayb Kehte Hain Ki Waki’ Ne (Yeh Hadith Bayaan Karte Huwe) Zameen-o-Aasmaan Kee Taraf Ishaara Kiya.” ⚝
–
[1_Muslim Fi As-Sahih, 04/1886, Raqam-2430,
2_Bukhari Fi As-Sahih, 03/1265, 1388, Raqam-3249, 3604,
3_Nasa’i Fi As-Sunan Al-Kubra, 05/39, Raqam-8354,
4_ Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 01/84, 143,
5_Abd-ur-Razzaq Fi Al-Musannaf, 07/492, Raqam-14006,
6_Ibn Abi Shaybah Fi Al-Musannaf, 06/390, Raqam-32289,
7_Bazzar Fi Al-Musnad, 02/115, Raqam-468,
8_Aboo Ya’la Fi Al-Musnad, 01/399, Raqam-522,
9_Nasa’i Fi Fada’il As-Sahabah,/74, Raqam-249,
10_Ahmad Bin Hanbal Fi Fada’il As-Sahabah, 02/847, 852, Raqam-1563, 1579, 1583,
11_Shaybani Fi Al-Ahad Wa’l-Mathani, 05/380, Raqam-2985,
12_Hakim Fi Al-Mustadrak ‘Ala Sahihayn, 02/539, Raqam-3837,
13_Hakim Fi Al-Mustadrak ‘Ala Sahihayn, 03/203, 657, Raqam-4847, 6419,
14_Bayhaqi Fi As-Sunan Al-Kubra, 06/367,
15_Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir,/18, 23, Raqam-04,
16_Mahamili Fi Amali,/188, Raqam-164,
17_Doolabi Fi Adh-Dhurriyah At-Tahirah,/37, Raqam-28,
18_Ibn Abd-il-Barr Fi Al-Isti’ab Fi Ma’rifat Al-As’hab, 04/1824,
19_Ibn Jawzi Fi Sifat-us-Safwah, 02/03,
⚝ Wazaahat : In Ahaadith Ka Mutadhakkara Baala Fasl 03 Aur 04 Ahaadith Se Koi Ta’aaruz Nahin Hai Kyoo’n Ki In Kee Fazeelat Zamaani Hai, Ya’ni Un Ke Apne Apne Zamaano’n Me Khawaatine Aalam Me Se Koi Un Ke Hum Palla Na Thi. Magar Sayyida-E-Kaa’enaat سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا Kee Afzaliyyat Umoomi Aur Mutlaq Hai, Jo Sab Se Jahaano’n Aur Zamaano’n Ko Muhit Hai.
Baqaul Allama Iqbal :
مریم از یک نسبت عیسی عزیز
از سہ نسبت حض زہرا عزیز
نور چشم رحمة للعالمین
آں امام اولین و آخریں
بانوۓ آں تاج دار ہل اتی
مرتضی مشکل گشا شیر خدا
مادر آں مرکز پرگار عشق
مادر آں کارواں سالار عشق
در نواۓ زندگی سوز از حسین
اہل حق حریت آموز از حسین
مزرع تسلیم را حاصل بتول
مادراں را اسوهٔ کامل بتول
Ad-Durrat-ul-Bayda’ Fi Manaqibi Fatimat-uz-Zahra’ سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا,/31_33, Raqam-17.]