Posted in Al-Sayf-ul-Jali ‎‘Ala‎ Munkiri Wilayati ‘Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Karim

Al-Sayf-ul-Jali ‘Ala Munkiri Wilayati ‘Ali ‎RadiyAllahu ‘Anhu : 32

Hadith Number : 32

“Aboo Is’haq Se Marwi Hai, Woh Kahte Hain Ki Mein Ne Sa’iyd Bin Wahb Ko Yeh Kahte Hu’e Suna : Hazrat ‘Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Karim Ne Logo’n Se Qasam Lee Jis Par Paanch-05 Chhe-06 Sahabah Ne Khade Ho Kar Gawaahi Dee Ki Rasoole Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya Tha : “Jis Ka Mein Mawla Hoo’n Us Ka ‘Ali Mawla Hai.”

[1-Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 05/366,

2-Khasa’is Amir Al-Mu’minin ‘Ali Ibn Abi Talib KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Karim,/90, Raqam-83,

3-Ahmad Bin Hanbal Fi Fada’il-us-Sahabah, 02/598, 599, Raqam-1021,

4-Diya’ Maqdisi Fi Al-Ahadith-ul-Mukhtarah Aw Al-Mustakhraj Mina Al-Ahadith Al-Mukhtarah, 02/105, Raqam-479,

5-Bayhaqui Fi As-Sunan-ul-Kubra, 05/131,

6-Ibn ‘Asakir Fi Tarikh Dimashq Al-Kabir (Tarikh Ibn ‘Asakir), 45/160,

7-Muhibb Tabari Fi Ar-Riyad-un-Nadirah Fi Manaqib-il-‘Ashrah, 03/127,

8-Haythami Fi Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id, 09/104,

9-Ibn Kathir Ne “Al-Bidayah Wa An-Nihayah (04/170)” Me Likha Hai Ki Is Hadith Kee Isnaad Jayyad Hain.

10-Ibn Kathir Fi Al-Bidayah Wa An-Nihayah, 05/462,

Imam Nasa’i Ne Ise Sahih Qaraar Diya Hai.

Diya’ Maqdisi Ne Is Kee Sanad Ko Sahih Qaraar Diya Hai.

Imam Haythami Ne Ahmad Bin Hanbal Ke Rijaal Ko Sahih Qaraar Diya Hai.]