Hadith Number : 26
“(Khud) Hazrat ‘Ali ‘Alayh-is-Salam Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Ghadir Khum Ke Din Farmaya : “Jis Ka Mein Mawla Hoo’n Us Ka ‘Ali Mawla Hai.”
–
[1-Ahmad Bin Hanbal Ne Al-Musnad (01/152)” Me Yeh Riwayat Sahih Isnad Ke Saath Naqal Kee Hain.
2–Ahmad Bin Hanbal Fi Fada’il-us-Sahabah, 02/705, Raqam-1206,
3-Ibn Abi ‘Asim Fi Kitab-us-Sunnah,/604 Raqam-1369,
4-Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Awsat, 07/448, Raqam-6878,
5-Haythami Ne Ise “Majma’-uz-Zawa’id (09/107)” Me Naqal Karte Hu’e Kaha Hai Ki Is Ke Rijaal Thiqah Hain.
6-Ibn ‘Asakir Fi Tarikh Dimashq Al-Kabir (Tarikh Ibn ‘Asakir), 45/161, 162, 163,
7–Ibn Kathir Fi Al-Bidayah Wa An-Nihayah, 04/171,
8–Hisam-ud-Deen Hindi Fi Kanz-ul-’Ummal, 13/77, 168, Raqam-32950, 36511.]