Posted in Al-Sayf-ul-Jali ‎‘Ala‎ Munkiri Wilayati ‘Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Karim

Al-Sayf-ul-Jali ‘Ala Munkiri Wilayati ‘Ali ‎RadiyAllahu ‘Anhu : 29

Hadith Number : 29

“‘Amr Bin Maymoon Hazrat Ibn ‘Abbas RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Riwayat Karte Hain Ki Rasool Allah SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : “Jis Ka Mein Mawla Hoo’n Be Shak Us Ka ‘Ali Mawla Hai.”

[1-Ahmad Bin Hanbal Fi Fada’il-us-Sahabah, 01/331,

2-Ibn Abi ‘Asim Kee Kitab “Kitab-us-Sunnah (Saf’h-600, 601, Raqam-1351)” Me Is Riwayat Ke Alfaaz Me Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya من كنت وليه فعلی وليه (Jis Ka Mein Wali Hoo’n Us Ka ‘Ali Wali Hai).

3-Khasa’is Amir Al-Mu’minin ‘Ali Ibn Abi Talib KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Karim,/44, 46, Raqam-32,

4-Hakim Fi Al-Mustadrak, 03/132, 134, Raqam-4652,

5-Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 12/77, 78, Raqam-12593,

6-Haythami Fi Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id, 09/119, 120,

7-Muhibb Tabari Fi Ar-Riyad-un-Nadirah Fi Manaqib-il-‘Ashrah, 03/174, 175,

8-Muhibb Tabari Fi Dhakha’ir-ul-Uqba Fi Manaqibi Dhawi-‘l-Qurba,/156, 158,

Nasa’i Kee Bayan Karda Hadith Kee Isnaad Sahih Hain.

Haythami Ne Kaha Hai Ki Ise Ahmad Aur Tabarani Ne Riwayat Kiya Hai Aboo Balj Faraazi Ke Siwa Ahmad Ke Tamaam Rijaal Sahih Hain, Jab Ki Woh Thiqah Hai.

Hakim Kee Riwayat Kardah Hadith Ko Dhahabi Ne Sahih Kaha Hai.]