٣٥۔ عَنْ عَمَّارِ بْنِ يَاسِرٍ رَضِيَ اللهُ عَنْهُمَا قَالَ: سَمِعْتُ رَسُوْلَ اﷲِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ يَقُوْلُ لِعَلِيٍّ: طُوْبٰی لِمَنْ أَحَبَّکَ وَصَدَّقَ فِيْکَ، وَوَيْلٌ لِمَنْ أَبْغَضَکَ وَکَذَّبَ فِيْکَ.
رَوَاهُ الْحَاکِمُ وَأَبُوْ يَعْلٰی وَالطَّبَرَانِيُّ. وَقَالَ الْحَاکِمُ: هٰذَا حَدِيْثٌ صَحِيْحُ الإِسْنَادِ.
35. “Ḥaz̤rat ʻAmmār bin Yāsir raḍiya Allāhu ‘anhumā bayān karte haiṅ ki maiṅ ne Ḥuz̤ūr Nabīye Akram ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ko Ḥaz̤rat ʻAlī raḍiya Allāhu ‘anhu ke liye farmāte ḥū’e sunā: (ae ʻAlī!) mubārakbād ho use jo tujh se maḥabbat kartā hai aur terī taṣdīq kartā hai. Aur halākat ho us ke liye jo tujh se buġhz̤ rakhtā hai aur tujhe jhut̥lātā hai.”
Is ḥadīs̲ ko imām Ḥākim, Abū Yaʻlá aur Ṭabarānī ne riwāyat kiyā hai. Aur Ḥākim ne farmāyā: yeh ḥadīs̲ ṣaḥīḥ al-isnād hai.
–
[Aḳhrajah al-Ḥākim fī al-Mustadrak, kitāb maʻrifaṫ al-ṣaḥābah, ḏẖikr amīr al-mu’minīn ʻAlī raḍiya Allāhu, 03/145, al-raqm: 4657,
Abū Yaʻlá fi al-Musnad, 03/178_179, al-raqm: 1602,
al-Ṭabarānī fī al-Muʻjam al-awsaṭ, 02/337, al-raqm: 2157,
Ṭāhir al-Qādrī fī Ḥusnu al-maʻāb fī Ḏh̲ikri Abī Turāb karrama Allāhu waj·hahu al-Karīm,/46_47, al-raqm: 35.]