Posted in Ḥusnu al-maʻāb fī Ḏh̲ikri Abī Turāb karrama Allāhu waj·hahu al-Karīm

ḤUSNU AL-MAʻĀB FĪ ḎH̲IKRI ABĪ TURĀB KARRAMA ALLĀHU WAJ•HAHU AL-KARĪM: 41

٤١۔                       عَنْ هُبَيْرَةَ خَطَبَنَا الَْحَسَنُ بْنُ عَلِيٍّ رَضِيَ اللهُ عَنْهُمَا فَقَالَ: لَقَدْ فَارَقَکُمْ رَجُلٌ بِالْأَمْسِ لَمْ يَسْبِقْهُ الْأَوَّلُوْنَ بِعِلْمٍ، وَلاَ يُدْرِکْهُ الآخِرُوْنَ، کَانَ رَسُوْلُ اﷲِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ يَبْعَثُه بَالرَّايَةِ، جِبْرِيْلُ عَنْ يَمِينِه، وَمِيْکَائِيْلُ عَنْ شِمَالِه، لَا يَنْصَرِفُ حَتّٰی يُفْتَحَ لَه.

                رَوَاهُ أَحْمَدُ وَالنَّسَائِيُّ وَابْنُ حِبَّانَ وَابْنُ أَبِي شَيْبَةَ. وَقَالَ الْهَيْثَمِيُّ: وَرَوَاهُ أَحْمَدُ بِاخْتِصَارٍ کَثِيْرٍ وَإِسْنَادُ أَحْمَدَ وَبَعْضُ طُرُقِ الْبَزَّارِ وَالطَّبَرَانِيِّ فِي الْکَبِيْرِ حِسَانٌ.

41.                “Ḥaz̤rat Hubayrah raḍiya Allāhu ‘anhu se riwāyat hai ki imām Ḥasan bin ʻAlī raḍiya Allāhu ‘anhumā ne hameṅ ḳhuṭbā diyā aur farmāyā: guzishtā kal tum se woh hastī judā ho ga’ī hai jin se na to guzishtā log ʻilm meṅ sabqat le sake aur na hī baʻd meṅ āne wāle un ke martabā-e ʻilmī ko pā sakenge, Ḥuz̤ūr Nabīye Akram ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam un ko apnā jhand̥ā de kar bhejā karte the aur Jibrā’īl ‘alayhi al-salām āp kī dā’īṅ ṭaraf aur Mīkā’īl ‘alayhi al-salām āp kī bā’īṅ ṭaraf hote the aur āp ko fateḥ ʻaṭa hone tak woh āp ke sāth rĕhte the.”

Is ḥadīs̲ ko imām Aḥmad, Nasā’ī, ibn Ḥibbān aur ibn Abī Shaybah ne riwāyat kiyā hai. Aur imām Haytṯẖāmī ne farmāyā: is ḥadīs̲ ko imām Aḥmad ne bohat muḳhtaṣaran bayān kiyā aur imām Aḥmad kī isnād, aur Bazzār ke baʻz̤ ṭuruq aur Ṭabarānī kī al-Kabīr kī isnād ḥasan hain.

[Aḳhrajah Aḥmad bin Ḥanbal fī al-Musnad, 01/199, al-raqm: 1719_1720,

Aḥmad bin Ḥanbal fī Faḍā’il al-ṣaḥābah, 02/600, al-raqm: 1026,

al-Nasā’ī fī al-Sunan al-kubrá, 05/112, al-raqm: 8408,

Ibn Ḥibbān fī al-Ṣaḥīḥ, 15/383, al-raqm: 6936,

Ibn Ḥibbān fī al-Ṯẖiqāt, 02/303_404,

Ibn Abī Shaybah fī al-Muṣannaf, 06/369, 371, al-raqm: 32094, 32110,

al-Ḥākim fī al-Mustadrak, 03/188, al-raqm: 4802,

al-Ṭabarānī fī al-Muʻjam al-kabīr, 03/79_80, al-raqm: 2719, 2724,

al-Ṭabarānī fī al-Muʻjam al-awsaṭ, 02/336, al-raqm: 2155,

al-Hayṯẖamī fī Majmaʻ al-zawa’id, 09/146,

Ṭāhir al-Qādrī fī Ḥusnu al-maʻāb fī Ḏh̲ikri Abī Turāb karrama Allāhu waj·hahu al-Karīm,/57_59, al-raqm: 41.]

۞  ۞  ۞