Posted in Ḥusnu al-maʻāb fī Ḏh̲ikri Abī Turāb karrama Allāhu waj·hahu al-Karīm

ḤUSNU AL-MAʻĀB FĪ ḎH̲IKRI ABĪ TURĀB KARRAMA ALLĀHU WAJ•HAHU AL-KARĪM: 27

٢٧۔                      عَنْ بُرَيْدَةَ رَضِيَ اﷲ عَنْهُ قَالَ: کَانَ أَحَبَّ النِّسَائِ إِلٰی رَسُوْلِ اﷲِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ فَاطِمَةُ وَمِنَ الرِّجَالِ عَلِيٌّ

                رَوَاهُ التِّرْمِذِيُّ وَالنَّسَائِيُّ وَالْحَاکِمُ، وَقَالَ التِّرْمِذِيُّ: هٰذَا حَدِيْثٌ حَسَنٌ غَرِيْبٌ. وَقَالَ الْحَاکِمُ: هٰذَا حَدِيْثٌ صَحِيْحُ الإِسْنَادِ.

27.              “Ḥaz̤rat Buraydah raḍiya Allāhu ‘anhu se riwāyat hai ki Ḥuz̤ūr Nabīye Akram ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ko ʻaurtoṅ meṅ sab se ziyādā mĕḥbūb apnī ṣāḥibzādī Ḥaz̤rat Fāṭimah salāmu Allāhi ‘alayhā thīṅ aur mardoṅ meṅ se sab se ziyādā mĕḥbūb Ḥaz̤rat ʻAlī raḍiya Allāhu ‘anhu the.”

                Is ḥadīs̲ ko imām Tirmiḏẖī, Nasā’ī aur Hākim ne riwāyat kiyā hai. Imām Tirmiḏẖī ne farmāyā: yeh ḥadīs̲ ḥasan ġharīb hai. Imām Hākim ne farmāyā: is ḥadīs̲ kī sanad ṣaḥīḥ hai.

[Aḳhrajah al-Tirmiḏẖī fī al-Sunan, kitāb al-manākib, bāb manāqibi ʻAlī ibn Abī Ṭālib raḍiya Allāhu ‘anhumā, 05/698, al-raqm: 3868,

al-Nasā’ī fī al-Sunan al-kubrá, 05/140, al-raqm: 8498,

al-Nasā’ī fī Ḳhaṣā’iṣ ʻAlī raḍiya Allāhu,/128, al-raqm: 113,

al-Ḥākim fī al-Mustadrak, 03/168, al-raqm: 4735,

al-Ṭabarānī fī al-Muʻjam al-awsaṭ, 07/199, al-raqm: 7262,

Ṭāhir al-Qādrī fī Ḥusnu al-maʻāb fī Ḏh̲ikri Abī Turāb karrama Allāhu waj·hahu al-Karīm,/38_39, al-raqm: 27.]