Posted in Ḥusnu al-maʻāb fī Ḏh̲ikri Abī Turāb karrama Allāhu waj·hahu al-Karīm

ḤUSNU AL-MAʻĀB FĪ ḎH̲IKRI ABĪ TURĀB KARRAMA ALLĀHU WAJ•HAHU AL-KARĪM: 10

١٠۔         عَنِ أُمِّ سَلَمَةَ رَضِيَ اللهُ عَنْهَا تَقُوْلُ: كَانَ رَسُوْلَ اﷲِِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ يَقُوْلُ: لَا يُحِبُّ  عَلِيًّا مُنَافِقٌ وَلَا يُبْغِضُهٗ  مُؤْمِنٌ

                رَوَاهُ التِّرْمِذِيُّ وَأَبُوْ يَعْلٰی وَالطَّبَرَانِيُّ. وَقَالَ التِّرْمِذِيُّ: هٰذَا حَدِيْثٌ حَسَنٌ غَرِيْبٌ.

10.             “Ḥaz̤rat Ummi Salamah raḍiya Allāhu ‘anha farmātī haiṅ ki Ḥuz̤ūr Nabīye Akram ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam farmāyā karte the ki ko’ī munāfiq ʻAlī (raḍiya Allāhu ‘anhu) se maḥabbat nahīṅ kar saktā aur ko’ī momin us se buġhz̤ nahīṅ rakh saktā.”

                Ise imām Tirmiḏẖī, Abū Yaʻlá aur Ṭabarānī ne riwāyat kiyā hai. Imām Tirmiḏẖī ne farmāyā: yeh ḥadīs̲ ḥasan ġharīb hai.

[Aḳhrajah al-Tirmiḏẖī fi al-Sunan, kitāb al-manākib, bāb manāqibi ʻAlī ibn Abī Ṭālib raḍiya Allāhu ‘anhumā, 05/635, al-raqm: 3717,

Abū Yaʻlá fī al-Musnad, 12/362, al-raqm: 6931,

al-Ṭabarānī fī al-Muʻjam al-kabīr, 23/375, al-raqm: 886,

Ṭāhir al-Qādrī fī Ḥusnu al-maʻāb fī Ḏh̲ikri Abī Turāb karrama Allāhu waj·hahu al-Karīm,/19_20, al-raqm: 10.]