١٦۔ عَنْ عَمَرٍو ذِي مُرٍّ وَزَيْدِ بْنِ أَرْقَمَ رَضِيَ اللهُ عَنْهُمَا قَالَا: خَطَبَ رَسُوْلُ اﷲِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ يَوْمَ غَدِيْرِ خُمٍّ، فَقَالَ: مَنْ کُنْتُ مَوْلَاهُ فَعَلِيٌّ مَوْلَاهُ، اَللّٰهُمَّ، وَالِ مَنْ وَالَاهُ وَعَادِ مَنْ عَادَاهُ، وَانْصُرْ مَنْ نَصَرَهُ وَأَعِنْ مَنْ أَعَانَهُ. رَوَاهُ الطَّبَرَانِيُّ وَالنَّسَائِيُّ فِي الْخَصَائِصِ.
16. “Ḥaz̤rat ʻAmar Ḏẖī Murr aur Zayd bin Arqam raḍiya Allāhu ‘anhumā se marwī hai ki Ḥuz̤ūr Nabīye Akram ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ne Ġhadīr Ḳhum ke maqām par ḳhiṭāb farmāyā. Āp ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ne farmāyā: jis kā maiṅ Maulā hūṅ us kā ʻAlī Maulā hai, ae Allāh! Jo ise dost rakhkhe tū use dost rakh aur jo is se ʻadāwat rakhkhe tū bhī us se ʻadāwat rakh, aur jo is kī nuṣrat kare us kī tū nuṣrat farmā aur jo is kī iʻānat kare tū us kī iʻānat farmā.”
Is ḥadīs̲ ko imām Ṭabarānī aur Nasā’ī ne ḳhaṣā’iṣ meṅ riwāyat kiyā hai.
–
[Aḳhrajah al-Ṭabarānī fī al-Muʻjam al-kabīr, 05/192, al-raqm: 5059,
al-Nasā’ī fī Ḳhaṣā’iṣ amīr al-mu’minīn ʻAlī bin Abī Ṭālib raḍiya Allāhu ‘anhu,/100_101, al-raqm: 96,
Ibn Kaṯẖīr fī al-Bidāyah wa-al-nihāyah, -04/170,
al-Hayṯẖamī fī Majmaʻ al-zawa’id, 09/104, 106,
Ṭāhir al-Qādrī fī Ḥusnu al-maʻāb fī Ḏh̲ikri Abī Turāb karrama Allāhu waj·hahu al-Karīm,/26_27, al-raqm: 16.]