Posted in Ḥusnu al-maʻāb fī Ḏh̲ikri Abī Turāb karrama Allāhu waj·hahu al-Karīm

ḤUSNU AL-MAʻĀB FĪ ḎH̲IKRI ABĪ TURĀB KARRAMA ALLĀHU WAJ•HAHU AL-KARĪM: 17

١٧۔                       عَنْ أَبِي حَازِمٍ أَنَّ رَجُلًا جَاءَ إِلٰی سَهلِ بْنِ سَعْدٍ رَضِيَ اﷲ عَنْهُ فَقَالَ: هٰذَا فُ. لَانٌ لِأَمِيْرِ الْمَدِيْنَةِ يَدْعُوْ عَلِيًّا رَضِيَ اﷲ عَنْهُ عِنْدَ الْمِنْبَرِ قَالَ: فَيَقُوْلُ مَاذَا؟ قَالَ: يَقُوْلُ لَه: أَبُوْ تُرَابٍ. فَضَحِکَ. قَالَ: وَاﷲِ، مَا سَمَّاهُ إِلَّا النَّبِيُّ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ وَمَا کَانَ لَهُ اسْمٌ أَحَبَّ إِلَيْهِ مِنْهُ. مُتَّفَقٌ عَلَيْهِ.

17.              “Ḥaz̤rat Abū Ḥāzim raḍiya Allāhu bayān karte haiṅ ki ek ādamī ne Ḥaz̤rat Sahl bin Saʻd raḍiya Allāhu ‘anhu se shikāyat kī ki fulāṅ shaḳhṣ amīre Madīnā Ḥaz̤rat ʻAlī ko minbar par bait̥h kar burā bhalā kĕhtā hai. Unhone daryāft kiyā: āḳhir woh kĕhtā kyā hai? Us ne kahā ki woh unheṅ Abū Turāb kĕhtā hai. Āp yeh sun kar hans par̥e aur farmāyā: Ḳhudā kī qasam! Un kā yeh nām to Ḥuz̤ūr Nabīye Akram ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ne rakhkhā hai aur ḳhẉud unheṅ ko’ī nām is nām se ziyādā mĕḥbūb nahīṅ.”

              Yeh ḥadīs̲ muttafaqun ʻalaih hai.

[Aḳhrajah al-Buḳhārī fī al-Ṣaḥīḥ, kitāb al-manāqib, bāb  manāqib ʻAlī bin Abī Ṭālib al-Qurashī al-Hashimī raḍiya Allāhu ‘anhu, 03/1358, al-raqm: 3500,

al-Buḳhārī fī kitāb al-adab, bāb al-takannī bi-Abī Turāb wa-in kānat lahu kunyaṫun uḳhrá, 05/2291, al-raqm: 5851,

Muslim fī al-Ṣaḥīḥ, kitāb faḍā’il al-ṣaḥābah, bāb min faḍā’il ʻAlī bin Abī Ṭālib raḍiya Allāhu ‘anhu, 04/1874, al-raqm: 2409,

Ṭāhir al-Qādrī fī Ḥusnu al-maʻāb fī Ḏh̲ikri Abī Turāb karrama Allāhu waj·hahu al-Karīm,/27_28, al-raqm: 17.]