Posted in Ḥusnu al-maʻāb fī Ḏh̲ikri Abī Turāb karrama Allāhu waj·hahu al-Karīm

ḤUSNU AL-MAʻĀB FĪ ḎH̲IKRI ABĪ TURĀB KARRAMA ALLĀHU WAJ•HAHU AL-KARĪM: 18

١٨۔                       عَنْ عَبْدِ اﷲِ بْنِ مَسْعُوْدٍ رَضِيَ اﷲ عَنْهُ، عَنْ رَسُوْلِ اﷲِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ ، قَالَ: إِنَّ اﷲَ أَمَرَنِي أَنْ أُزَوِّجَ فَاطِمَةَ مِنْ عَلِيٍّ.

              رَوَاهُ الطَّبَرَانِيُّ. وَقَالَ الْهَيْثَمِيُّ: وَرِجَالُه ثِقَاتٌ.

18.              “Ḥaz̤rat ʻAbd Allāh bin Masʻūd raḍiya Allāhu ‘anhu riwāyat karte haiṅ ki Ḥuz̤ūr Nabīye Akram ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ne farmāyā: Allāh Taʻālá ne mujhe ḥukm diyā hai ki maiṅ Fāṭimah kā nikāḥ ʻAlī se kar dūṅ.”

              Is ḥadīs̲ ko imām Ṭabarānī ne riwāyat kiyā hai. Aur imām Hayṯẖamī ne framāyā: is ke rijāl s̲iqāt haiṅ.

              وفي رواية: قَالَ أَبُوْ عَبْدِ الرَّحْمٰنِ (عبد اﷲ بن أحمد بن محمد بن حنبل): وَجَدْتُ فِي کِتَابِ أَبِي (أحمد بن محمد بن حنبل) بِخَطِّ يَدِه، فِي هٰذَا الْحَدِيْثِ، قَالَ: أَوَ مَا تَرْضَيْنَ أَنْ زَوَّجْتُکِ أَقْدَمَ أُمَّتِي سِلْمَا، وَأَکْثَرَهُمْ عِلْمًا، وَأَعْظَمَهُمْ حِلْمًا؟

              رَوَاهُ أَحْمَدُ وَعَبْدُ الرَّزَّاقِ وَالطَّبَرَانِيُّ. وَقَالَ الْهَيْثَمِيُّ: وَرِجَالُه ثِقَاتٌ. (۱)

              “Ek riwāyat maiṅ Abū ʻAbd al-Raḥmān (ʻAbd Allāh bin Aḥmad bin Muḥammad bin Ḥanbal) bayān karte haiṅ ki maiṅ ne apne wālid (imām Aḥmad bin Muḥmmad bin Ḥanbal) kī kitāb meṅ un ke hāth kī likhī teḥrīr meṅ yeh (alfāẓ) pā’e: Ḥuz̤ūr Nabīye Akram ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ne sayyidah Fāṭimah salāmu Allāhi ‘alayhā se farmāyā: kyā tum is bāt par rāz̤ī nahīṅ ki maiṅ ne tumhārā nikāḥ apnī ummat meṅ sab se pĕhle Islām lāne wāle, sab se ziyādā ʻilm wāle aur sab ziyādā burdbār shaḳhṣ se kyā hai.”

              Is ḥadīs̲ ko imām Aḥmad, ʻAbd al-Razzāq aur Ṭabarānī ne riwāyat kiyā hai. Aur imām Hayṯẖamī ne farmāyā: is ke rijāl s̲iqāt haiṅ.

[Aḳhrajah al-Ṭabarānī fī al-Muʻjam al-kabīr, 10/156, al-raqm: 10305,

Ibn ʻAsākir fī Tārīḳh Dimashq al-kabīr, 42/129,

al-Hayṯẖamī fī Majmaʻ al-zawa’id, 09/204,

al-Munāwī fī Fayḍ al-Qadīr, 02/215,

(01) Aḳhrajah Aḥmad bin Ḥanbal fī al-Musnad, 05/26, al-raqm: 20322,

ʻAbd al-Razzāq fī al-Muṣannaf, 05/490, al-raqm: 9783,

al-Ṭabarānī fī al-Muʻjam al-kabīr, 20/229, al-raqm: 538,

Ibn ʻAsākir fī Tārīḳh Madīnaṫ Dimashq, 42/126,

al-Hayṯẖamī fī Majmaʻ al-zawa’id, 09/101,

Ṭāhir al-Qādrī fī Ḥusnu al-maʻāb fī Ḏh̲ikri Abī Turāb karrama Allāhu waj·hahu al-Karīm,/28_30, al-raqm: 18.]