٤١. عَنْ أُسَامَةَ بْنِ زَيْدٍ عليهما السلام، قَالَ: قَالَ رَسُوْلُ اﷲِ صلی الله عليه وآله وسلم: الْحَسَنُ وَالْحُسَيْنُ سَيِّدَا شَبَابِ أَهْلِ الْجَنَّةِ، اَللّٰهُمَّ إِنِّي أُحِبُّهُمَا فَأَحِبَّهُمَا.
رَوَاهُ الطَّبَرَانِيُّ وَالْمَقْدِسِيُّ نَحْوَهُ بِسَنَدٍ صَحِيْحٍ
41. Ḥaz̤rat Usāmah bin Zayd raḍiya Allāhu ‘anhumā riwāyat karte haiṅ: Rasūl Allāh ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ne farmāyā: Ḥasan aur Ḥusayn donoṅ jannat ke nau-jawānoṅ ke sardār haiṅ. Ae Allāh! Maiṅ in donoṅ se maḥabbat rakhtā hūn, tū bhī in se maḥabbat farmā.
Ise Imām Ṭabarānī ne jab ki Maqdisī ne isī kī mis̲l riwāyat isnāde ṣaḥīḥ se bayān kiyā hai.
–
[Aḳhrajahu al-Ṭabarānī fī al-Muʻjam al-kabīr, 03/39, al-raqm/2618,
Maqdisī fī al-Aḥādīt̲h̲ al-muḳhtārah, 04/113, al-raqm/1324,
Wa-d̲h̲akarahu Ibn al-Ḳhaṭīb fī Wasīlah al-islām bi-al-nabī ʻalayh al-ṣalāṫ wa-al-salām/78,
Hindī fī Kanz al-ʻummāl, 12/55, al-raqm/34285,
Ṭahir al-Qādrī fī Hady al-t̲h̲aqalayn fī ḥubb al-Ḥasanayn ʻalayhimā al-salām/74-75, al-raqm/41.]
۞ ۞ ۞