٢٠. عَنِ الْبَرَائِ رضي الله عنه أَنَّ النَّبِيَّ صلی الله عليه وآله وسلم أَبْصَرَ حَسَنًا وَحُسَيْنًا، فَقَالَ: اَللّٰهُمَّ، إِنِّي أُحِبُّهُمَا، فَأَحِبَّهُمَا
رَوَاهُ التِّرْمِذِيُّ وَابْنُ سَرَيَا وَابْنُ الأَثِيْرِ، وَقَالَ التِّرْمِذِيُّ: هٰذَا حَدِيْثٌ حَسَنٌ صَحِيْحٌ۔ وَقَالَ الأَلْبَانِيُّ: صَحِيْحٌ.
20. Ḥaz̤rat Barā’ bin ʻĀzib raḍiya Allāhu ‘anhu se marwī hai: Ḥuz̤ūr Nabīye Akram ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam kī Ḥaz̤rat Ḥasan aur Ḥusayn raḍiya Allāhu ‘anhumā par naẓar par̥ī to farmāyā: ae Allāh! Maiṅ un se maḥabbat kartā hūṅ, tū bhī in se maḥabbat farmā.
Ise Imām Tirmid̲h̲ī, Ibn Sarāyā aur Ibn At̲h̲īr ne riwāyat kiyā hai. Imām Tirmid̲h̲ī ne farmāyā: yeh ḥadīs̲ ḥasan ṣaḥīḥ hai. Albānī ne bhī ise ṣaḥīḥ kahā hai.
–
[Aḳhrajahu al-Tirmid̲h̲ī fī al-Sunan, Kitāb al-mānāqib, bāb manāqib al-Ḥasan wa-al-Ḥusayn ʻalayhimā al-salām, 05/661, al-raqm/3782,
Wa-Ibn Sarāyā fī Silāḥ al-mu’min fī al-duʻā’ wa-al-d̲h̲ikr/215, al-raqm/367,
Wa-d̲h̲akarahu Ibn al-At̲h̲īr fī Jāmiʻ al-uṣūl fī aḥādīt̲h̲ al-Rasūl ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam, 09/27, al-raqm/6552,
Ibn Kat̲h̲īr fī al-Bidāyaj wa-al-nihāyah, 08/205,
Wa-al-Albānī fī Ṣaḥīḥ wa-ḍaʻīf Sunan al-Tirmid̲h̲ī, 08/282, al-raqm/3782,
Ṭahir al-Qādrī fī Hady al-t̲h̲aqalayn fī ḥubb al-Ḥasanayn ʻalayhimā al-salām/48, al-raqm/20.]