Posted in Hady al-t̲h̲aqalayn fī ḥubb al-Ḥasanayn ʻalayhimā al-salām

Hady al-t̲h̲aqalayn fī ḥubb al-Ḥasanayn ʻalayhimā al-salām: 27

٢٧.          عَنْ أَنَسِ بْنِ مَالِکٍ رضي الله عنه، يَقُوْلُ: سُئِلَ رَسُوْلُ اﷲِ صلی الله عليه وآله وسلم أَيُّ أَهْلِ بَيْتِکَ أَحَبُّ إِلَيْکَ؟ قَالَ: الْحَسَنُ وَالْحُسَيْنُ۔ وَکَانَ يَقُوْلُ لِفَاطِمَةَ: ادْعِي لِيَ ابْنَيَّ، فَيَشُمُّهُمَا وَيَضُمُّهُمَا إِلَيْهِ.

رَوَاهُ التِّرْمِذِيُّ وَأَبُوْ يَعْلٰی وَالْمَقْدِسِيُّ وَابْنُ عَدِيٍّ فِي الْکَامِلِ وَلَمْ يَجْرَحْهُ أَحَدًا. وَقَالَ الذَّهَبِيُّ: حَسَّنَهُ التِّرْمِذِيُّ.

27.          Ḥaz̤rat Anas bin Mālik raḍiya Allāhu ‘anhu bayān farmāte haiṅ: Rasūl Allāh ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam se pūc̥hā gayā: āp ko Ahle Bayt meṅ se ziyādā kaun mĕḥbūb hai? Āp ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ne farmāyā: Ḥasan aur Ḥusayn. aur āp ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam Ḥaz̤rat Fāṭimah se farmāyā karte the: mere bet̥oṅ ko bulā’o, phir āp ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam un kī mĕhĕk mĕḥisūs farmāte aur unheṅ apne sāth lipt̥ā lete.

          Ise Imām‎ Tirmid̲h̲ī, Abū Yaʻlá‎‎, Maqdisī aur Ibn‎ ʻAdī ne baġhair kisī jarḥ ke al-Kāmil meṅ riwāyat kiyā hai. Imām‎ D̲h̲ahabī ne farmāyā: Tirmid̲h̲ī ne ise ḥasan kahā hai.

[Aḳhrajahu al-Tirmid̲h̲ī fī al-Sunan, Kitāb al-manāqib, bāb manāqib al-Ḥasan wa-al-Ḥusayn ʻalayhimā al-salām, 05/657,  al-raqm/3772,

Abū Yaʻlá‎‎ fī al-Musnad, 07/274, al-raqm/4294,

Maqdisī fī D̲h̲aḳhīraṫ al-ḥuffāẓ, 03/1434, al-raqm/3141,

Ibn‎ ʻAdī fī al-Kāmil fi ḍuʻafā’ al-rijāl, 07/166, al-raqm/2072,

Ibn‎ ʻAsākir fī Tārīḳh madīnaṫ Dimashq, 14/153,

Wa-d̲h̲akarahu Ibn‎ Kat̲h̲īr fī al-Bidāyaj wa-al-nihāyah, 08/205,

D̲h̲ahabī fī Siyar aʻlam al-nubalā’, 03/252,

D̲h̲ahabī fī Tārīḳh al-Islām, 04/35,

Ibn‎ Ḥajar Haytamī fī al-Ṣawāʻiq al-muḥriqah, 02/404,

Ṭahir al-Qādrī fī Hady al-t̲h̲aqalayn fī ḥubb al-Ḥasanayn ʻalayhimā al-salām/55-56, al-raqm/27.]