٢٨. عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ رضي الله عنه، قَالَ: مَرَّ الْحَسَنُ وَالْحُسَيْنُ إِلٰی رَسُوْلِ اﷲِ صلی الله عليه وآله وسلم، فَقَالَ: اللّٰهُمَّ إِنِّي أَحِبُّهُمَا فَأَحِبَّهُمَا وَأَبْغِضْ مَنْ أَبْغَضَهُمَا.
رَوَاهُ الطَّبَرَانِيُّ وَأَبُوْ يَعْلٰی.
28. Ḥaz̤rat Abū Hurayrah raḍiya Allāhu ‘anhu se marwī hai, unhone bayān kiyā: Ḥaz̤rat Ḥasan aur Ḥusayn ʻalayhimā al-salām Rasūl Allāh ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ke pās se guzre to āp ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ne farmāyā: ae Allāh! Maiṅ in donoṅ se maḥabbat kartā hūṅ, pas tū bhī in donoṅ ko mĕḥbūb banā le aur jo un donoṅ se buġhz̤ rakhkhe tū bhī use nā-pasand kar.
Ise Imām Ṭabarānī aur Abū Yaʻlá ne riwāyat kiyā hai.
–
[Aḳhrajahu al-Ṭabarānī fī al-Muʻjam al-kabīr, 03/49, al-raqm/2651,
Abū Yaʻlá fī al-Musnad, 11/78, al-raqm/6215,
Ṭahir al-Qādrī fī Hady al-t̲h̲aqalayn fī ḥubb al-Ḥasanayn ʻalayhimā al-salām/56, al-raqm/28.]