Posted in Hady al-t̲h̲aqalayn fī ḥubb al-Ḥasanayn ʻalayhimā al-salām

Hady al-t̲h̲aqalayn fī ḥubb al-Ḥasanayn ʻalayhimā al-salām: 32

٣٢.          عَنْ سَلْمَانَ رضي الله عنه قَالَ: قَالَ رَسُوْلُ اﷲِ صلی الله عليه وآله وسلم لِلْحَسَنِ وَالْحُسَيْنِ: مَنْ أَحَبَّهُمَا أَحْبَبْتُهُ، وَمَنْ أَحْبَبْتُهُ أَحَبَّهُ اﷲُ، وَمَنْ أَحَبَّهُ اﷲُ أَدْخَلَهُ جَنَّاتِ النَّعِيْمِ، وَمَنْ أَبْغَضَهُمَا(1) أَوْ بَغٰی عَلَيْهِمَا(2) أَبْغَضْتُهُ، وَمَنْ أَبَغَضْتُهُ أَبْغَضَهُ اﷲُ، وَمَنْ أَبْغَضَهُ اﷲُ أَدْخَلَهُ عَذَابَ جَهَنَّمَ وَلَهُ عَذَابٌ مُّقِيْمٌ.

رَوَاهُ الطَّبَرَانِيُّ وَأَبُوْ نُعَيْمٍ وَابْنُ عَسَاکِرَ.

١. اَلبُغْضُ: عکس الحبّ وهو الکُره والمقت.(النهاية)

٢. بغٰی عليه: اعتدٰی عليه وظلمه.(النهاية)

32.          Ḥaz̤rat Salman Fārsī raḍiya Allāhu ‘anhu bayān karte haiṅ: Rasūl Allāh ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ne Imām‎ Ḥasan aur Imām‎ Ḥusayn raḍiya Allāhu ‘anhumā ke li’e farmāyā: jis ne in donoṅ se maḥabbat kī, us se maiṅ ne maḥabbat kī, aur jis se maiṅ maḥabbat karūṅ us se Allāh Taʻālá maḥabbat kartā hai, aur jis se Allāh taʻalá maḥabbat rakhtā hai use neʻmatoṅ wāle bāġhāt (yaʻnī jannat) meṅ dāḳhil kar degā. Jis ne in donoṅ se buġhz̤ rakhkhā yā in donoṅ se baġhāwat kī, us se maiṅ nārāz̤ ho jā’ungā aur jis se maiṅ nārāz̤ ho gayā us se Allāh nārāz̤ hogā aur jis se Allāh Taʻālá nārāz̤ ho gayā to woh use jahannām ke ʻazāb meṅ dāḳhil kar degā aur us ke li’e hameshgī kā ʻazāb hogā.

          Ise Imām‎ Ṭabarānī, Abū Nuʻaym aur Ibn‎ ʻAsākir ne riwāyat kiyā hai.

[Aḳhrajahu al-Ṭabarānī fī al-Muʻjam al-kabīr, 03/50, al-raqm/2655,

Abū Nuʻaym fī Maʻrifaṫ al-ṣaḥābah, 02/669, al-raqm/1797,

Abū Nuʻaym fī Tārīḳh Aṣbaḥān, d̲h̲ikr aḳhbār Aṣbahān, 01/82,

Ibn‎ ʻAsākir fī Tārīḳh madīnaṫ Dimashq, 14/156,

Wa-d̲h̲akarahu al-Hayt̲h̲amī fī Majmaʻ al-zawā’id, 09/181,

Hindī fī Kanz al-ʻummāl, 12/55, al-raqm/34284,

Ṭahir al-Qādrī fī Hady al-t̲h̲aqalayn fī ḥubb al-Ḥasanayn ʻalayhimā al-salām/62-63, al-raqm/32.]