٣٤. عَنْ أَبِي أَيُوْبَ الْأَنْصَارِيِّ رضي الله عنه، قَالَ: دَخَلْتُ عَلٰی رَسُوْلِ اﷲِ صلی الله عليه وآله وسلم وَالْحَسَنُ وَالْحُسَيْنُ عليهما السلام يَلْعَبَانِِِ بَيْنَ يَدَيْهِ، وَفِي حِجْرِهِ، فَقُلْتُ: يَا رَسُوْلَ اﷲِ، أَتُحِبُّهُمَا؟ قَالَ: وَکَيْفَ لَا أُحِبُّهُمَا وَهُمَا رَيْحَانَتَايَ مِنَ الدُّنْيَا أَشُمُّهُمَا.
.رَوَاهُ الطَّبَرَانِيُّ وَابْنُ عَسَاکِرَ
34. Ḥaz̤rat Abū Ayyūb Anṣārī raḍiya Allāhu ‘anhu bayān karte haiṅ: maiṅ Rasūl Allāh ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam kī bārgāhe aqdas meṅ ḥāz̤ir hūā to (dekhā ki) Ḥasan aur Ḥusayn raḍiya Allāhu ‘anhumā, āp ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam kī god meṅ khel rahe the. maiṅ ne ʻarz̤ kiyā: yā Rasūl Allāh! kyā āp ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam in se maḥabbat karte haiṅ? Āp ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ne farmāyā: maiṅ in se maḥabbat kyūṅ na karūṅ, woh mere gulshane dunyā ke do phūl haiṅ jin kī mĕhĕk maiṅ mĕḥisūs kartā rĕhtā hūṅ.
Ise Imām Ṭabarānī aur Ibn ʻAsākir ne riwāyat kiyā hai.
–
[Aḳhrajahu al-Ṭabarānī fī al-Muʻjam al-kabīr, 04/155, al-raqm/3990,
Ibn ʻAsākir fī Tārīḳh madīnaṫ Dimashq, 14/130,
Wa-d̲h̲akarahu al-Hayt̲h̲amī fī Majmaʻ al-zawā’id, 09/181,
Hindī fī Kanz al-ʻummāl, 12/56, al-raqm/34296,
ʻAynī fī ʻUmdaṫ al-qārī, 16/243,
Mubārakfūrī fī Tuḥfaṫ al-Aḥwad̲h̲ī, 06/32,
Ṭahir al-Qādrī fī Hady al-t̲h̲aqalayn fī ḥubb al-Ḥasanayn ʻalayhimā al-salām/66, al-raqm/34.]