Posted in Hady al-t̲h̲aqalayn fī ḥubb al-Ḥasanayn ʻalayhimā al-salām

Hady al-t̲h̲aqalayn fī ḥubb al-Ḥasanayn ʻalayhimā al-salām: 39

٣٩.          عَنْ عَلِيٍّ رضي الله عنه، عَنِ النَّبِيِّ صلی الله عليه وآله وسلم قَالَ: أَنَا وَفَاطِمَهُ وَحَسَنٌ وَحُسَيْنٌ مُجْتَمِعُوْنَ، وَمَنْ أَحَبَّنَا يَوْمَ الْقِيَامَةِ، نَأْکُلُ وَنَشْرَبُ حَتّٰی يُفَرَّقَ بَيْنَ الْعِبَادِ.

رَوَاهُ الطَّبَرَانِيُّ.

39.          Ḥaz̤rat ʻAlī raḍiya Allāhu ‘anhu, Ḥuz̤ūr Nabīye Akram ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam se riwāyat karte haiṅ ki āp ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ne farmāyā: maiṅ, Fāṭimah, Ḥasan, Ḥusayn aur jo ham se maḥabbat karte haiṅ qiyāmat ke din ek hī maqām par jamʻa honge. Ham (ikat̥ht̥he) khā’enge, pī’enge ḥattá ki (maḥabbat karne aur na karne wāle) logoṅ ke darmiyān tafrīq kar dī jā’egī.

          Ise Imām‎ Ṭabarānī ne riwāyat kiyā hai.

[Aḳhrajahu al-Ṭabarānī fī al-Muʻjam al-kabīr, 03/41, al-raqm/2623,

Wa-d̲h̲akarahu al-Hayt̲h̲amī fī Majmaʻ al-zawā’id, 09/174,

Hindī fī Kanz al-ʻummāl, 12/46, al-raqm/34165,

Suyūṭī fī Jamiʻ al-aḥadīt̲h̲, 07/39, al-raqm/5752,

Ṭahir al-Qādrī fī Hady al-t̲h̲aqalayn fī ḥubb al-Ḥasanayn ʻalayhimā al-salām/73, al-raqm/39.]