٩. عَنْ عَائِشَةَ رضی الله عنها: أَنَّ النَّبِيَّ صلی الله عليه وآله وسلم کَانَ يَأْخُذُ حَسَنًا فَيَضُمُّهُ إِلَيْهِ، فَيَقُوْلُ: اَللّٰهُمَّ إِنَّ هٰذَا ابْنِي فَأَحِبَّهُ، وَأَحِبَّ مَنْ يُحِبُّهُ.
رَوَاهُ الطَّبَرَانِيُّ.
09. Ḥaz̤rat ʻĀ’ishah raḍiya Allāhu ‘anhā se marwī hai ki Ḥuz̤ūr Nabīye Akram ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam Ḥaz̤rat Ḥasan raḍiya Allāhu ‘anhu ko pakar̥te aur apne sīne ke sāth lagā lete, aur farmāte: ae Allāh! Be shak ye merā bet̥ā hai, tū is se maḥabbat farmā, aur us se bhī maḥabbat farmā jo is se maḥabbat kare.
Ise Imām Ṭabarānī ne riwāyat kiyā hai.
–
[Aḳhrajahu al-Ṭabarānī fī al-Muʻjam al-kabīr, 03/32, al-raqm/2585,
Ibn ʻAsākir fī Tārīḳh madīnaṫ Dimashq, 13/197,
Hayt̲h̲amī fī Majmaʻ al-zawā’id wa-manbaʻ aʻ-fawā’id, 09/176,
wa-d̲h̲akarahu al-Hindī fī Kanz al-ʻummāl,13/281, al-raqm/37656,
Ṭahir al-Qādrī fī Hady al-t̲h̲aqalayn fī ḥubb al-Ḥasanayn ʻalayhimā al-salām/17, al-raqm/09.]