١١. عَنِ ابْنِ عَبَّاسٍ عليهما السلام قَالَ: قَالَ رَسُوْلُ اﷲِ صلی الله عليه وآله وسلم: أَحِبُّوا اﷲَ لِمَا يَغْذُوْکُمْ مِنْ نِعَمِهِ، وَأَحِبُّوْنِي بِحُبِّ اﷲِ، وَأَحِبُّوْا أَهْلَ بَيْتِي لِحُبِّي.
رَوَاهُ أَحْمَدُ وَالتِّرْمِذِيُّ وَاللَّفْظُ لَهُ وَالْحَاکِمُ وَالطَّبَرَانِيُّ وَالآجُرِيُّ.
وَقَالَ التِّرْمِذِيُّ: هٰذَا حَدِيْثٌ حَسَنٌ غَرِيْبٌ. وَقَالَ الْحَاکِمُ: هٰذَا حَدِيْثٌ صَحِيْحُ الإِسْنَادِ.
11. Ḥaz̤rat (ʻAbd Allāh) bin ʻAbbās raḍiya Allāhu ‘anhumā se marwī hai: Rasūl Allāh ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ne farmāyā: Allāh Taʻālá se maḥabbat karo ki woh tumheṅ neʻmatoṅ se ġhizā ʻaṭā farmātā hai. Mujh se Allāh Taʻālá kī maḥabbat kī ḳhāṭir maḥabbat karo aur mere Ahle Bayt se merī maḥabbat kī ḳhāṭir maḥabbat karo.
Ise Imām Tirmid̲h̲ī, Aḥmad, Ḥākim, Ṭabarānī aur Ājurrī ne riwāyat kiyā hai. Imām Tirmid̲h̲ī ne farmāyā: yeh ḥadīs̲ Ḥasan ġharīb hai. Imām Ḥākim ne farmāyā: is ḥadīs̲ kī isnād ṣaḥīḥ hai.
–
[Aḳhrajahu al-Aḥmad bin Ḥanbal fī Faḍā’il al-ṣaḥabah, 02/986, al-raqm/1952,
Tirmid̲h̲ī fī al-Sunan, Kitāb al-manāqib, bāb manāqib ahli bayti al-nabī ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam, 05/664, al-raqm/3789,
Ḥākim fī al-Mustadrak, 03/162, al-raqm/4716,
Ṭabarānī fī al-Muʻjam al-kabīr, 03/46, al-raqm/2639,
Ṭabarānī fī al-Muʻjam al-kabīr, 10/281, al-raqm/10664,
Ājurrī fī Kitāb al-sharʻīyah, 05/2277-2278, al-raqm/1760-1761,
Abū Nuʻaym fī Ḥilyaṫ al-awliyā’ wa-ṭabaqāt al-aṣfiyā’, 03/211,
Bayhaqī fī Shuʻb al-īmān, 01/366, al-raqm/408,
Bayhaqī fī al-Iʻtiqād,/328,
Ibn Taymīyah fī Majmūʻ al-fatāwá, 10/649,
Ṭahir al-Qādrī fī Hady al-t̲h̲aqalayn fī ḥubb al-Ḥasanayn ʻalayhimā al-salām/19-20, al-raqm/11.]