Posted in Hady al-t̲h̲aqalayn fī ḥubb al-Ḥasanayn ʻalayhimā al-salām

Hady al-t̲h̲aqalayn fī ḥubb al-Ḥasanayn ʻalayhimā al-salām: 17

١٧.          عَنْ عَلِيِّ بْنِ حُسَيْنٍ، عَنْ أَبِيْهِ، عَنْ جَدِّهِ رضوان الله عليهم اجمعين: أَنَّ رَسُوْلَ اﷲِ صلی الله عليه وآله وسلم أَخَذَ بِيَدِ حَسَنٍ وَحُسَيْنٍ، فَقَالَ: مَنْ أَحَبَّنِي، وَأَحَبَّ هٰذَيْنِ، وَأَبَاهُمَا، وَأُمَّهُمَا، کَانَ مَعِي فِي دَرَجَتِي يَوْمَ الْقِيَامَةِ.

رَوَاهُ أَحْمَدُ وَالتِّرْمِذِيُّ وَالطَّبَرَانِيُّ وَالآجُرِيُّ وَالْمَقْدِسِيُّ بِإِسْنَادٍ حَسَنٍ، وَقَالَ التِّرْمِذِيُّ: هٰذَا حَدِيْثٌ حَسَنٌ غَرِيْبٌ.

17.          Ḥazrat ʻAlī bin Ḥusayn (Zayn al-ʻĀbidīn) bawāsṭā apne wālid (Imām‎ Ḥusayn) apne dādā (Ḥaz̤rat ʻAlī Ibn‎ Abi Ṭalib raḍiya Allāhu ‘anhu) se riwāyat bayān karte haiṅ: Rasūl Allāh ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ne Ḥaz̤rat Ḥasan aur Ḥaz̤rat Ḥusayn raḍiya Allāhu ‘anhumā kā hāth pakar̥ kar farmāyā: jis ne mujh se maḥabbat kī aur in donoṅ se, aur in ke wālid aur in kī wālidā se maḥabbat kī to woh qiyāmat ke din mere sāth mere darjā (manzil) meṅ hogā.

          Ise Imām‎ Aḥmad, Tirmid̲h̲ī, Ṭabarānī, Ājurrī aur Maqdisī ne isnāde ḥasan se riwāyat kiyā hai. Imām‎ Tirmid̲h̲ī ne farmāyā: yeh ḥadīs̲ ḥasan ġharīb hai.

[Aḳhrajahu al-Aḥmad bin Ḥanbal fī al-Musnad, 01/77, al-raqm/576,

Aḥmad bin Ḥanbal fī Faḍā’il al-ṣaḥabah, 02/693, al-raqm/1185,

Tirmid̲h̲ī fī al-Sunan, Kitāb al-manāqib, bāb manāqib ʻAlī bin abī ṭālib raḍiya Allāhu ‘anhu, 05/641, al-raqm/3733,

Ṭabarānī fī al-Muʻjam al-kabīr, 03/50, al-raqm/2654,

Ṭabarānī fī al-Muʻjam al-ṣaġhīr, 02/163, al-raqm/960,

Ājurrī fī Kitāb al-sharʻīyah, 05/2151, al-raqm/1638,

Maqdisī fī al-Aḥādīt̲h̲ al-muḳhtārah, 02/44-45, al-raqm/421,

Mizzī fī Tad̲h̲īb al-kamāl, 06/401,

Ibn‎ ʻAsākir fī Tārīḳh madīnaṫ Dimashq, 13/196,

Ṭahir al-Qādrī fī Hady al-t̲h̲aqalayn fī ḥubb al-Ḥasanayn ʻalayhimā al-salām/45-46, al-raqm/17.]