Posted in Hady al-t̲h̲aqalayn fī ḥubb al-Ḥasanayn ʻalayhimā al-salām

Hady al-t̲h̲aqalayn fī ḥubb al-Ḥasanayn ʻalayhimā al-salām: 18

١٨.          عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ رضي الله عنه قَالَ: قَالَ رَسُوْلُ اﷲِ صلی الله عليه وآله وسلم: اَللّٰهُمَّ إِنِّي أُحِبُّهُمَا فَأَحِبَّهُمَا۔ وَزاد ابْنُ أَبِي شَيْبَةَ: يَعْنِي حَسَنًا وَحُسَيْنًا عليهما السلام.

رَوَاهُ أَحْمَدُ وَابْنُ أَبِي شَيْبَةَ۔ وَقَالَ الْهَيْثَمِيُّ: وَإِسْنَادُهُ حَسَنٌ.

18.          Ḥaz̤rat Abū Hurayrah‎‎ raḍiya Allāhu ‘anhu se marwī hai ki Rasūl Allāh ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ne farmāyā: ae Allāh! Maiṅ in donoṅ se maḥabbat kartā hūṅ pas tū bhī in donoṅ se maḥabbat farmā. Imām‎ Ibn‎ Abī Shaybah ne iz̤āfā farmāyā: yaʻnī Ḥaz̤rat Ḥasan aur Ḥaz̤rat Ḥusayn raḍiya Allāhu ‘anhumā se.

          Ise Imām‎ Aḥmad aur Ibn‎ Abī Shaybah ne riwāyat kiyā hai. Imām‎ Hayt̲h̲amī ne farmāyā: is kī isnād ḥasan hai.

[Aḳhrajahu al-Aḥmad bin Ḥanbal fī al-Musnad, 02/446, al-raqa,/9758,

Ibn‎ Abī Shaybah fī al-Muṣannaf, 06/378, al-raqm/32175,

Wa-d̲h̲akarahu al-Hayt̲h̲amī fī Majmaʻ al-zawā’id, 09/180,

Ṭahir al-Qādrī fī Hady al-t̲h̲aqalayn fī ḥubb al-Ḥasanayn ʻalayhimā al-salām/46-47, al-raqm/18.]