al-Qur’ān
Bismi Allāh al-Raḥmān al-Raḥīm
o١. اِنَّمَا يُرِيْدُ اﷲُ لِيُذْهِبَ عَنْکُمُ الرِّجْسَ اَهْلَ الْبَيْتِ وَيُطَهِرَکُمْ تَطْهِيْرًا
(الأحزاب، 33/ 33)
.٢. قُلْ لَّآ اَسْئَلُکُمْ عَلَيْهِ اَجْرًا اِلَّا الْمَوَدَّةَ فِی الْقُرْبٰی
(الشوری، 42/ 23)
(1) Bas Allāh yehī chāhtā hai ki (ae Rasūl ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ke) Ahle Bayt! Tum se har qism ke gunāh ka mail (aur shak-o-naqṣ kī gard tak) dūr kar de aur tumheṅ (kāmil) ṭahārat se nawāz kar bilkul pāk ṣāf kar de.
–
[al-Aḥzāb, 33/33]
(2) Farmā dījī’e: maiṅ is (tablīġhe risālat) par tum se ko’ī ujrat nahīn māngtā magar (merī) qarābat (aur Allāh kī qurbat) se maḥabbat (chāhtā hūṅ).
–
[al-Shūrá, 42/23.]