22. “Ek Riwaayat Me Hazrat Alqamah RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Bayaan Karte Hain Ki Jab Woh Masjid Me Daakhil Hote They, To Kehte They: “اَلسَّلَامُ عَلَيْکَ أَيُهَا النَّبِيُّ وَرَحْمَةُ اﷲِ وَبَرَکَاتُهُ صَلَّی اﷲُ وَمَـلَاءِکَتُهُ عَلٰی مُحَمَّدٍ صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ” (Aye Nabiyye Mohtashim! Aap Par Salaamati Ho Aur Allah Ta’ala Kee Rahmat Aur Barkaat Ho’n, (Hamesha) Allah Ta’ala Kee Taraf Se Rahmat Aur Us Ke Firishto’n Kee Taraf Se Bhi Muhammad Mustafa SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Par Durood Wa Barakaat Ho’n.”
Is Hadith Ko Imam Ibn Shaybah Ne Riwayat Kiya Hai.
–
[Ibn Abi Shaybah Fi Al-Musannaf, 01/298, Raqm-3417,
Al-Noor-ul-Mubin Fi Hayat-in-Nabiyy-il-Amin SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam,/44, 45, Raqm-22.]