Posted in al-Nūr al-mubīn fī ḥayāṫ al-Nabī al-Amīn ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam

al-Nūr al-mubīn fī ḥayāṫ al-Nabī al-Amīn ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam: 36

36.                   “Hazrat Hasan RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Bayaan Karte Hain Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya: Mere Liye Lahad Me Meri Makhmali’n Chaadar Bichha Dena, Be Shak Zameen Ko Ambiya’e Kiram ‘Alayhim-us-Salam Ke Ajsaam Par Tasallut Diya Gaya.”

          Ise Imam Ibn Sa’d Aur Hindi Ne Riwaayat Kiya Hai.

[Ibn Sa’d Fi At-Tabaqat-ul-Kubra,  02/299,

Hindi Fi Kanz-ul-‘Ummal, 15/577, Raqm-42245,

Suyooti Fi Sharh ‘Ala Sunan Nasa’i, 04/84,

Suyooti Fi Khasa’is Al-Kubra Aw Kifayah At-Talib Al-Labib Fi Khasa’is Al-Habib, 02/278,

Al-Noor-ul-Mubin Fi Hayat-in-Nabiyy-il-Amin SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam,/62, Raqm-36.]