Posted in al-Nūr al-mubīn fī ḥayāṫ al-Nabī al-Amīn ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam

al-Nūr al-mubīn fī ḥayāṫ al-Nabī al-Amīn ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam: 40

40.          “Aur Aap RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Hee Se Marwi Hai Ki Farmaya: Jab Namaz Ka Waqt Aata To Main Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Kee Qabre Anwar Kee Jaanib Se Adhaan Kee Awaaz Sunta Tha.”

          Ise Ibn Sa’d Ne Riwaayat Kiya Hai.

                   “Un Hee Se Marwi Hai Ki Aap RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Ne Farmaya: Main Ayyame Harrah Ke Dauraan Musalsal Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Kee Qabre Anwar Se Adhaan Aur Iqaamat Kee Awaaz Sunta Raha, Yaha’n Tak Ki Logo’n (Ke Haalaat Ma’mool Kee Kee Soorate Haal Par Waapas Laut Aae (Ya’ni Masjide Nabawi Me Baa Qaa’eda Adhaan-o Iqaamat Shuroo’ Ho Ga’i).”

          Ise Imam Maqrizi Aur Suyooti Ne Riwaayat Kiya Hai.

[Ibn Sa’d Fi At-Tabaqat-ul-Kubra,  05/132,

Suyooti Fi Al-Rasa’il Al-Tis’,/238_239,

Suyooti Fi Al-Hawi Li-’l-Fatawi Fi Al-Fiqh Wa Uloom Al-Tafsir Wa Al-Hadith Wa Al-Usool Wa Al-Nahw Wa Al-I’rab Wa Sa’ir Al-Funun, 02/266,

Suyooti Fi Khasa’is Al-Kubra Aw Kifayah At-Talib Al-Labib Fi Khasa’is Al-Habib, 02/281,

Maqrizi Fi Imta’ Al-Asma’ Bi-Ma Lil-Nabi Min Al-Ahwal Wa Al-Amwal Wa Al-Hafadah Wa Al-Mata’, 14/616,

Zarqani Fi Sharh Al-Mawahib-ul-Ladunniyyah, 07/365,

Al-Noor-ul-Mubin Fi Hayat-in-Nabiyy-il-Amin SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam./66, Raqm-40.]