Fasl : 40
قال عمر بن الخطاب رضى الله تعالى عنه ……. ”فاطمة سلام الله عليها أحب الناس بعد أبيها
Farmaane Farooqe A’zam رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُ ……. Ba’d Az Mustafa صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Mehboob Tareen Hasti Sayyidah Zahra’ سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا Hain
102_ “Hazrat Umar Bin Khattab رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُ Bayan Karte Hain Ki Woh Sayyidah Fatimah رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهَا Ke Haa’n Gaye Aur Kaha : Aye Fatimah! Khuda Kee Qasam! Mein Ne Aap Ke Siwa Kisi Shakhs Ko Rasool Allah صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ke Nazdeek Mehboobtar Nahin Dekha. Aur Khuda Kee Qasam! Logo’n Me Se Mujhe Bhi Koi Aur Aap Se Ziyaada Mehboob Nahin Siwaa’e Aap Ke Baab صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ke.”
–
[1_Hakim Fi Al-Mustadrak ‘Ala Sahihayn, 03/168, Raqam-4736,
2_Ibn Abi Shaybah Fi Al-Musannaf, 07/432, Raqam-37045,
3_Shaybani Fi Al-Ahad Wa’l-Mathani, 05/360, Raqam-2952,
4_Ahmad Bin Hanbal Fi Fada’il As-Sahabah, 01/364, Raqam-532,
5_Khatib Baghdadi Fi Tarikh Baghdad, 04/401,
Ad-Durrat-ul-Bayda’ Fi Manaqibi Fatimat-uz-Zahra’ سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا,/111, Raqam-102.]
۞ ۞ ۞