Posted in Ad-Durrat-ul-Bayda’ Fi Manaqibi Fatimat-uz-Zahra’ سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا

Sayyidah سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا …… Shajare Risaalat Kee Shaakhe Thamare Baar

Fasl : 21

فاطمة سلام الله عليها شجنة من النبى صلى الله تعالى عليه وآله وسلم

Sayyidah سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا …… Shajare Risaalat Kee Shaakhe Thamare Baar

 

59_             “Hazrat Miswar رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُ Se Riwaayat Hai Ki Rasool Allah صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ne Farmaya : Fatimah Meri Shaakhe Thamare Baar Hai, Is Kee Khushi Mujhe Khush Karti Hai Aur Us Kee Pareshaani Mujhe Pareshaan Kar Deti Hai.”

[1_Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 04/332,

2_Ahmad Bin Hanbal Fi Fada’il As-Sahabah, 02/765, Raqam-1347,

3_Hakim Fi Al-Mustadrak ‘Ala Sahihayn, 03/168, Raqam-4734,

4_Shaybani Fi Al-Ahad Wa’l-Mathani, 05/362, Raqam-2956,

5_Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 20/25, Raqam-30,

6_Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 22/405, Raqam-1014,

7_Haythami Ne ‘Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id (09/203)’ Me Kaha Hai Ki Ise Tabarani Ne Riwaayat Kiya Hai, Aur Ummi Bakr Bint Miswar Par Jirah Kee Gayi Na Kisi Ne Use Thiqah Qaraar Diya, Jab Ki Is Ke Baqiyya Rijaal Ko Thiqah Qaraar Diya Gaya Hai.

8_Dhahabi Fi Siyar A’lam-in-Nubala’, 02/132,

Ad-Durrat-ul-Bayda’ Fi Manaqibi Fatimat-uz-Zahra’ سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا,/74, Raqam-59.]

 

 

60_             “Hazrat Abdullah Bin Abbas رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُمَا Se Marfoo’an Hadith Marwi Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ne Farmaya : “Mein Darakht Hoo’n, Fatimah Is Kee Tehni Hai, Ali Us Ka Shigoofa Aur Hasan Wa Husayn Us Ka Phal Hain Aur Ahl-E-Bayt Se Muhabbat Kar Ne Waale Us Ke Patte Hain, Yeh Sab Jannat Me Honge, Yeh Haque Hai Haque Hai.”

[1_Daylami Fi Al-Firdaws Bi-Mathoor Al-Khitab, 01/52, Raqam-135,

2_Sakhawi Fi Istijlabu Irtiqa’-il-Ghurafi Bi-Hubbi Aqriba’ Ar-Rasooli SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Wa Dhaw-ish-Sharaf,/99,

Ad-Durrat-ul-Bayda’ Fi Manaqibi Fatimat-uz-Zahra’ سَلاَمُ اللهِ عَلَيْهَا,/74, 75, Raqam-60.]