Posted in Maraja-‘l-Bahrayn Fi Manaqibi-’l-Hasanayn ‘Alayhima As-Salam

Jis Ne Hasanayn Karimayn عَلَيْهِمَا السَلَام Se Bughz Rakkha Us Ne Mujh Se Bughz Rakkha

Fasl : 19

Jis Ne Hasanayn Karimayn عَلَيْهِمَا السَلَام Se Bughz Rakkha Us Ne Mujh Se Bughz Rakkha

 

74              “Hazrat Aboo Hurayrah رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُ Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ Ne Farmaya : Jis Ne Hasan Aur Husayn Se Bughz Rakkha Us Ne Mujh Hee Se Bughz Rakkha.”

[1-Ibn Majah Fi As-Sunan, 01/51, Raqam-143,

2-Nasa’i Fi As-Sunan-ul-Kubra, 05/49, Raqam-8168,

3-Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 02/288, Raqam-7863,

4-Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Awsat, 05/102, Raqam-4795,

5-Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 03/47, Raqam-2645,

6-Aboo Ya’la Fi Al-Musnad, 11/78, Raqam-6215,

7-Ibn Rahwayh Fi Al-Musnad, 01/248, Raqam-211,

8-Nasa’i Fi Fada’il-us-Sahabah, 01/20, Raqam-65,

9-Kinani Fi Misbah Al-Zujajah Fi Zawa’id Ibn Majah, 01/21, Raqam-52,

10-Khatib Al-Baghdadi Fi Tarikh Baghdad, 01/141,

Maraja-‘l-Bahrayn Fi Manaqibi-’l-Hasanayn ‘Alayhima As-Salam,/63, Raqam-74.]

 

 

75              “Hazrat Abd Allah Bin Mas’ood رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُمَا Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ Ne Farmaya : Jis Ne Hasan Aur Husayn Se Bughz Rakkha Us Ne Mujh Hee Se Bughz Rakkha.”

[Dhahabi Fi Siyar A’lam-in-Nubala’, 03/284,

Maraja-‘l-Bahrayn Fi Manaqibi-’l-Hasanayn ‘Alayhima As-Salam,/63, 64, Raqam-75.]

 

 

76              “Hazrat Abd Allah Bin Abbas رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُمَا Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ Ne Irshad Farmaya : “Jis Ne Hasan Aur Husayn Se Bughz Rakkha Us Ne Mujh Hee Se Bughz Rakkha.”

[Ibn ‘Adi Fi Al-Kamil Fi Du’afa’-ir-Rijal, 03/434,

Maraja-‘l-Bahrayn Fi Manaqibi-’l-Hasanayn ‘Alayhima As-Salam,/64,Raqam-76.]

Posted in Maraja-‘l-Bahrayn Fi Manaqibi-’l-Hasanayn ‘Alayhima As-Salam

Jis Ne Hasanayn Karimayn عَلَيْهِمَا السَلَام Se Bughz Rakkha Woh Allah Ke Haa’n Mabghooz Ho Gaya

Fasl : 20

Jis Ne Hasanayn Karimayn عَلَيْهِمَا السَلَام Se Bughz Rakkha Woh Allah Ke Haa’n Mabghooz Ho Gaya

 

77              “Salman Farsi رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُ Bayan Karte Hain Ki Mien Ne Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ Ko Farmate Hu’e Suna : Jis Ne Hasan Wa Husayn  عَلَيْهِمَا السَلَام Se Bughz Rakkha Us Ne Mujh Se Bughz Rakkha, Aur Jis Ne Mujh Se Bughz Rakkha Woh Allah Ke Haa’n Mabghooz Ho Gaya Aur Jo Allah Ke Haa’n Mabghooz Huwa, Use Allah Ne Aage Me Daakhil Kar Diya.”

[Hakim Fi Al-Mustadrak, 03/181, Raqam-4776,

Maraja-‘l-Bahrayn Fi Manaqibi-’l-Hasanayn ‘Alayhima As-Salam,/65, Raqam-77.]

 

 

78               “Salman Farsi رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُ Bayan Karte Hain Ki Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ Ne Hasan Wa Husayn  عَلَيْهِمَا السَلَام Ke Baare Me Farmaya : Jis Ne In Se Bughz Rakkha Ya In Se Baghaawat Kee Woh Mere Haa’n Mabghooz Ho Gaya Aur Jo Mere Haa’n Mabghooz Ho Gaya Woh Allah Ke Ghazab Ka Shikaar Ho Gaya Aur Jo Allah Ke Haa’n Ghazab Yaafta Ho Gaya To Allah Ta’ala Use Jahannam Ke Azaab Me Daakhil Karega (Jaha’n) Us Ke Liye Hamesha Ka Thikaana Hoga.” –
[1-Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 03/50, Raqam-2655,

2-Haythami Fi Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id, 09/181,

3-Shawkani Fi Darr-us-Sahabah Fi Manaqib-il-Qarabah Wa’s-Sahabah,/307,

Maraja-‘l-Bahrayn Fi Manaqibi-’l-Hasanayn ‘Alayhima As-Salam,/65, 66, Raqam-78.]