٣٠۔ عَنْ حَنَشٍ قَالَ: رَأَيْتُ عَلِيًّا رَضِيَ اﷲ عَنْهُ يُضَحِّي بِکَبْشَيْنِ فَقُلْتُ لَه: مَا هٰذَا؟ فَقَالَ: أَوْصَانِي رَسُوْلُ اﷲِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ أَنْ أُضَحِّيَ عَنْهُ فَأَنَا أُضَحِّي عَنْهُ. وزاد أحمد: فَأَنَا أُضَحِّي عَنْهُ أَبَدًا.
رَوَاهُ أَبُوْ دَاوُدَ وَأَحْمَدُ وَأَبُوْ يَعْلٰي. وَقَالَ الْحَاکِمُ: هٰذَا حَدِيْثٌ صَحِيْحُ الإِسْنَادِ.
30. “Ḥaz̤rat Ḥanash raḍiya Allāhu ‘anhu bayān karte haiṅ ki maiṅ ne Ḥaz̤rat ʻAlī raḍiya Allāhu ‘anhu ko do mend̥hoṅ kī qurbānī karte hū’e dekhā to maiṅ ne un se pūc̥hā yeh kyā hai? Unhone jawāb diyā ki Ḥuz̤ūr Nabīye Akram ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ne mujhe waṣīyat farmā’ī thī ki maiṅ āp ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ṭaraf se bhī qurbānī kiyā karūṅ, lehāzā maiṅ āp ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam kī ṭaraf se bhī qurbānī kartā hūṅ.” Imām Aḥmad ne in alfāẓ kā iz̤āfā kiyā: lehāzā maiṅ hameshā āp ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam kī ṭaraf se bhī qurbānī kartā hūṅ.”
Is ḥadīs̲ ko imām Abū Dāwud, Aḥmad aur Abū Yaʻlá ne riwāyat kiyā hai. Aur imām Ḥākim ne farmāyā: yeh ḥadīs̲ kī sanad ṣaḥīḥ hai.
–
[Aḳhrajah Abū Dāwud fī al-Sunan, kitāb al-ḍaḥāyā, bāb al-uḍḥīyah ʻan al-mayyit, 03/94, al-raqm: 2790,
Aḥmad bin Ḥanbal fī al-Musnad, 01/107, 149_150, al-raqm: 834, 1278, 1285,
Abū Yaʻlá fi al-Musnad, 01/355, al-raqm: 459,
al-Ḥākim fī al-Mustadrak, 04/255, al-raqm: 7556,
al-Bayhaqī fī al-Sunan al-kubrá, 09/288, al-raqm: 18970,
Ṭāhir al-Qādrī fī Ḥusnu al-maʻāb fī Ḏh̲ikri Abī Turāb karrama Allāhu waj·hahu al-Karīm,/41_42, al-raqm: 30.]