Posted in Ḥusnu al-maʻāb fī Ḏh̲ikri Abī Turāb karrama Allāhu waj·hahu al-Karīm

ḤUSNU AL-MAʻĀB FĪ ḎH̲IKRI ABĪ TURĀB KARRAMA ALLĀHU WAJ•HAHU AL-KARĪM: 23

٢٣۔                      عَنِ ابْنِ عُمَرَ رَضِيَ اللهُ عَنْهُمَا، قَالَ: آخٰی رَسُوْلُ اﷲِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ بَيْنَ أَصْحَابِه فَجَاءَ عَلِيٌّ تَدْمَعُ عَيْنَاهُ، فَقَالَ: يَا رَسُوْلَ اﷲِ، آخَيْتَ بَيْنَ أَصْحَابِکَ وَلَمْ تُؤَاخِ بَيْنِي وَبَيْنَ أَحَدٍ. فَقَالَ لَه رَسُوْلُ اﷲِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ : أَنْتَ أَخِي فِي الدُّنْيَا وَالْآخِرَةِ.

              رَوَاهُ التِّرْمِذِيُّ وَالْحَاکِمُ، وَقَالَ التِّرْمِذِيُّ: هٰذَا حَدَيْثٌ حَسَنٌ غَرِيْبٌ.

23.              “Ḥaz̤rat ʻAbd Allāh bin ʻUmar raḍiya Allāhu ‘anhumā se marwī hai ki jab Ḥuz̤ūr Nabīye Akram ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ne anṣār-o muhājirīn ke darmiyān bhā’ī-chārā qā’im kiyā to Ḥaz̤rat ʻAlī raḍiya Allāhu ‘anhu rote hū’e ḥāz̤ir hū’e aur ʻarz̤ kiyā: yā Rasūl Allāh! Āp ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ne ṣaḥabā-e kirām meṅ bhā’ī-chārā qā’im farmāyā lekīṅ mujhe kisī kā bhā’ī nahīṅ banāyā. Āp ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ne un se farmāyā: (ae ʻAlī) tum dunyā wa āḳhirat meṅ mere bhā’ī ho.”

              Ise imām Tirmiḏẖī aur Ḥakim ne riwāyat kiyā hai. Imām Tirmiḏẖī ne farmāyā: yeh ḥadis̲ ḥasan ġharīb hai.

[Aḳhrajah al-Tirmiḏẖī fī al-Sunan, kitāb al-manākib, bāb manāqibi ʻAlī ibn Abī Ṭālib raḍiya Allāhu ‘anhumā, 05/636, al-raqm: 3720,

al-Ḥākim fī al-Mustadrak, 03/15, al-raqm: 4288,

Ibn ʻAsākir fī Tārīḳh Madīnaṫ Dimashq,/42, al-raqm: 51,

al-Nawawī fī Tahḏẖīb al-asmā’, 01/318,

Ṭāhir al-Qādrī fī Ḥusnu al-maʻāb fī Ḏh̲ikri Abī Turāb karrama Allāhu waj·hahu al-Karīm,/34_35, al-raqm: 23.]