Posted in Maraja-‘l-Bahrayn Fi Manaqibi-’l-Hasanayn ‘Alayhima As-Salam

Huzoor صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ Ka Hasanayn Karimayn عَلَيْهِمَا السَلَام Ke Liye Khusoosi Dam Farmana

Fasl : 36

Huzoor صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ Ka Hasanayn Karimayn عَلَيْهِمَا السَلَام Ke Liye Khusoosi Dam Farmana

 

119            “Hazrat Abd Allah Bin Abbas رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُمَا Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ Hasan Aur Husayn عَلَيْهِمَا السَلَام Ke Liye (Khusoosi Taur Par) Kailmate Ta’awwudh Ke Saath Dam Farmate They Aur Farmate Ki Tumhare Jadde Amzad (Ibrahim عَلَيْهِ السَّلَام Bhi) Apne Dono’n Saahibzaado’n Isma’il Wa Is’haq (عَلَيْهِمَا السَلَام) Ke Liye In Kalimaat Ke Saath Ta’awwudh Karte They : “Mein Allah Ta’ala Ke Kaamil Kalimaat Ke Zari’e Har (Waswasa-E-Andaazi Karne Waale) Shaytaan Aur Bala Se Aur Har Nazare Bad Se Panaah Mangta Hoo’n.”

[1-Bukhari Fi As-Sahih, 03/1233, Raqam-3191,

2-Ibn Majah Fi As-Sunan, 02/1164, Raqam-3525,

Maraja-‘l-Bahrayn Fi Manaqibi-’l-Hasanayn ‘Alayhima As-Salam,/105, Raqam-119.]

 

 

120            “Hazrat Ali كَرَّمَ للهُ تَعَالىٰ وَجْهَهُ الْكَرِيْم Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ Hasan Wa Husayn عَلَيْهِمَا السَلَام KoDam Karte Hu’e Farmate They : Mein Tumhaare Liye Allah Ke Kalimate Taammah Ke Zari’e Har Waswasah Andaaz Shaytaan-o-Bala Aur Har Nazare Bad Se Panaah Maangtaa Hoo’n, Aur Aap صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ Ne (Ummat Ke Liye Bhi) Farmaya : Tum Apne Beto’n Ko Inhin Alfaaz Ke Saath Dam Kiya Karo Kyun Ki Ibrahim (عَلَيْهِ السَّلَام) Apne Beto’n Isma’il Aur Is’haq (عَلَيْهِمَا السَلَام) Ko In Kalimaat Se Dam Kiya Karte They.”

[1-Abd-ur-Razzaque Fi Al-Musannaf, 04/336, Raqam-7987,

2-Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Awsat, 09/79,

3-Haythami Fi Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id, 05/113,

Maraja-‘l-Bahrayn Fi Manaqibi-’l-Hasanayn ‘Alayhima As-Salam,/105, 106, Raqam-120.]

 

 

121            “Hazrat Abd Allah Bin Abbas رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُمَا Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ Hasan Wa Husayn  Ko(In Kalimaat Ke Saath) Dam Kiya Karte They : Mein Tumhein Allah Ke Kalimaate Taammah Ke Zari’e Har Waswasah Andaz Shaytaan-o-Bala Se Aur Har Nazare Bad Se Allah Kee Panaah Me Deta Hoo’n, Phir Irshaad Farmate : Tumhare Jadde Amjad (Ibrahim عَلَيْهِ السَّلَام Bhi) Inhin Kalimaat Ke Saath Apne Beto’n Isma’il Wa Is’haq (عَلَيْهِمَا السَلَام) Ko Dam Kiya Karte They.”

[1-Aboo Dawud Fi As-Sunan, 04/235, Raqam-4737,

2-Nasa’i Fi As-Sunan-ul-Kubra, 06/250, Raqam-10845,

3-Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 01/236, Raqam-2112,

4-Ibn Hibban Fi As-Sahih, 03/291, Raqam-1012,

5-Hakim Fi Al-Mustadrak , 03/183, Raqam-4781,

6-Ibn Abi Shaybah Fi Al-Musannaf, 05/47, Raqam-23577,

7-Ibn Rahwayh Fi Al-Musnad, 01/36, Raqam-04,

8-Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Awsat, 05/101, Raqam-4793,

9-Tabarani Fi Al-Mu’jam-us-Saghir, 02/31, Raqam-727,

10-Bukhari Fi Khalaq Af’al Al-‘Ibad, 01/97,

11-Ibn Jawzi Fi Talbis Iblis, 01/48,

Maraja-‘l-Bahrayn Fi Manaqibi-’l-Hasanayn ‘Alayhima As-Salam,/106, 107, Raqam-121.]

 

 

122            “Hazrat Abd Allah Bin Mas’ood رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُمَا Bayan Karte Hain Ki Hum Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ Kee Khidmat Me Baithe Hu’e They Ki Hasan Wa Husayn عَلَيْهِمَا السَلَام Jo Ki Abhi Bacche They, Aap Ke Paas Se Guzre Aap صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ Ne Farmaya : Mere Dono’n Beto’n Ko Laao, Mein Inhein Dam Kar Doo’n Jis Tarah Ibrahim(عَلَيْهِ السَّلَام) Apne Dono’n Beto’n Isma’il Wa Is’haq (عَلَيْهِمَا السَلَام) Ko Dam Kiya Karte Thety, Phir Aap صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ Ne Farmaya : “Mein Tumhein Allah Ke Kalimaate Taammah Ke Zari’e Har Waswasah Andaz Shaytaan-o-Bala Se Aur Har Nazare Bad Se Allah Kee Panaah Me Deta Hoo’n.”

[1-Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 10/72, Raqam-9984,

2-Bazzar Fi Al-Musnad, 04/304, Raqam-1483,

3-Ibn Asakir Fi Tarikh Dimashq Al-Kabir, 13/224,

4-Haythami Fi Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id, 05/113,

5-Haythami Fi Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id, 10/187,

Maraja-‘l-Bahrayn Fi Manaqibi-’l-Hasanayn ‘Alayhima As-Salam,/107, Raqam-122.]

 

 

123            “Hazrat Zayd Bin Arqam رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُ Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ Ne Famrmaya : Aye Allah! Mein In Dono’n Hasan Wa Husayn Ko Aur Nek Momineen Ko Teri Hifaazate Khaas Me Deta Hoo’n.”

[1-Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 05/85, Raqam-5037,

2-Haythami Fi Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id, 09/194,

3-Hindi Fi Kanz-ul-‘Ummal, 12/119, Raqam-34281,

Maraja-‘l-Bahrayn Fi Manaqibi-’l-Hasanayn ‘Alayhima As-Salam,/107, 108, Raqam-123.]