al-Aḥādīṯẖ al-Nabawīyah
١۔ عَنْ زَيْدِ بْنِ أَرْقَمَ رَضِيَ اﷲ عَنْهُ يَقُوْلُ: أَوَّلُ مَنْ أَسْلَمَ عَلِيٌّ.
رَوَاهُ التِّرْمِذِيُّ وَالنَّسَائِيُّ وَأَحْمَدُ وَابْنُ أَبِي شَيْبَةَ. وَقَالَ التِّرْمِذِيُّ: هٰذَا حَدِيْثٌ حَسَنٌ صَحِيْحٌ ، وَقَالَ الْحَاکِمُ: هٰذَا حَدِيْثٌ صَحِيْحُ الإِسْنَادِ.
01. Ḥaz̤rat Zayd bin Arqam raḍiya Allāhu ‘anhu se marwī hai ki āp farmāte: sab se pĕhle Ḥaz̤rat ʻAlī raḍiya Allāhu ‘anhu ne Islām qubūl kiyā.
Is ḥadīs̲ ko imām Tirmiḏẖī, Nasā’ī, Aḥmad aur ibn Abī Shaybah ne riwāyat kiyā hai. Aur imām Tirmiḏẖī ne farmāyā: yeh hadīs̲ ṣaḥīḥ hai. Ḥākim ne bhī farmāyā: is kī sanad ṣaḥīḥ hai.
وفي رواية: عَنْ أَنَسِ بْنِ مَالِکٍ رَضِيَ اﷲ عَنْهُ قَالَ: بُعِثَ النَّبِيُّ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ يَوْمَ الإِثْنَيْنِ وَصَلّٰي عَلِيٌّ يَوْمَ الثُّ.لَاثَاءِ.
رَوَاهُ التِّرْمِذِيُّ وَالْحَاکِمُ، وَقَالَ: صَحِيْحُ الإِسْنَادِ .(۱)
Ek riwāyat meṅ Ḥaz̤rat Anas bin Mālik raḍiya Allāhu ‘anhu se marwī hai ki pīr ke din Ḥuz̤ūr Nabīye Akram ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam kī be’s̲at hū’ī aur mangal ke din Ḥaz̤rat ʻAlī raḍiya Allāhu ‘anhu ne namāz par̥hī.ˮ
Is ḥadīs̲ ko imām Tirmiḏẖī aur Ḥākim ne riwāyat kiyā aur farmāyā: is kī sanad ṣaḥīḥ hai.
–
[Aḳhrajah al-Tirmiḏẖī fi al-Sunan, kitāb al-manākib, bāb manāqibi ʻAlī ibn Abī Ṭālib raḍiya Allāhu ‘anhumā, 05/642, al-raqm: 3735,
al-Nasā’ī fī al-Sunan al-kubrá, 05/43, al-raqm: 8137,
Aḥmad ibn Ḥanbal fī al-Musnad, 04/367,
Ibn Abī Shaybah fī al-Muṣannaf, 06/371, al-raqm: 32106,
al-Ḥākim fī al-Mustadrak, 03/147, al-raqm: 4663.
(01) Aḳhrajah al-Tirmiḏẖī fi al-Sunan, kitāb al-manākib, bāb manāqibi ʻAlī ibn Abī Ṭālib raḍiya Allāhu ‘anhumā, 05/640, al-raqm: 3728,
al-Ḥākim fī al-Mustadrak, 03/121, al-raqm: 4587,
al-Munāwī fī Fayḍ al-Qadīr, 04/355,
Ṭāhir al-Qādrī fī Ḥusnu al-maʻāb fī Ḏh̲ikri Abī Turāb karrama Allāhu waj·hahu al-Karīm,/09_10, al-raqm: 01.]