Posted in Ḥusnu al-maʻāb fī Ḏh̲ikri Abī Turāb karrama Allāhu waj·hahu al-Karīm

ḤUSNU AL-MAʻĀB FĪ ḎH̲IKRI ABĪ TURĀB KARRAMA ALLĀHU WAJ•HAHU AL-KARĪM: 14

١٤۔                       عَنْ سَعْدِ بْنِ أَبِي وَقَّاصٍ رَضِيَ اﷲ عَنْهُ، قَالَ: سَمِعْتُ رَسُوْلَ اﷲِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ يَقُوْلُ: مَنْ کُنْتُ مَوْلَاهُ فَعِليٌّ مَوْلَاهُ، وَسَمِعْتُهُ يَقُوْلُ: أَنْتَ مِنِّي بِمَنْزَلَةِ هَارُوْنَ مِنْ مُوْسٰی، إِلاَّ أَنَّه لَا نَبِيَّ بَعْدِي، وَسَمِعْتُهُ يَقُوْلُ: لَأُعْطِيَنَّ الرَّأيَةَ الْيَوْمَ رَجُلًا يُحِبُّ اﷲَ وَرَسُوْلَه.

              رَوَاهُ ابْنُ مَاجَه وَالنَّسَائِيُّ فِي الْخَصَائِصِ.

14.              “Ḥaz̤rat Saʻd bin Waqqāṣ raḍiya Allāhu ‘anhu se marwī hai ki maiṅ ne Ḥuz̤ūr Nabīye Akram ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ko yeh farmāte hū’e sunā: jis kā maiṅ walī hūṅ us kā ʻAlī walī hai aur maiṅ ne āp ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ko (Ḥaz̤rat ʻAlī raḍiya Allāhu ‘anhu se) yeh farmāte ḥū’e sunā: tum mere liye usī ṭarḥ ho jaise Hārūn ‘alayhi al-salām, Mūsā ‘alayhi al-salām ke liye the, magar mere baʻd ko’ī Nabī nahīṅ, aur maiṅ ne āp ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ko (ġhazwā-e Ḳhaibar ke mauqaʻ par yeh bhī farmāte hū’e sunā: maiṅ āj us shaḳhṣ ko jhand̥ā ʻaṭā karūngā jo Allāh aur us ke Rasūl se Maḥabbat kartā hai.”

              Is ḥadīs̲ ko imām ibn Mājah aur imām Nasā’ī ne ḳhaṣā’iṣ ʻAlī bin Abī Ṭālib meṅ riwāyat kiyā hai.

[Aḳhrajah ibn Majah fī al-Sunan, al-muqaddimah, bāb fī faḍā’il aṣḥāb Rasūl Allāh ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam, 01/45, al-raqm: 121,

al- Nasā’ī fī Ḳhaṣā’iṣ amīr al-mu’minīn ʻAlī bin Abī Ṭālib raḍiya Allāhu ‘anhu,/32_33, al-raqm: 91,

Ṭāhir al-Qādrī fī Ḥusnu al-maʻāb fī Ḏh̲ikri Abī Turāb karrama Allāhu waj·hahu al-Karīm,/24_25, al-raqm: 14.]