Posted in Al-Intibahu Lil-Khawariji Wa-Al-Haroora’

Al-Intibahu Lil-Khawariji Wa-Al-Haroora’ : 34

٣٤.          عَنْ طَارِقِ بْنِ زِيَادٍ قَالَ: خَرَجْنَا مَعَ عَلِيٍّ رَضِيَ ﷲ تَعَالىٰ عَنْهُ إِلَی الْخَوَارِجِ فَقَتَلَهُمْ، ثُمَّ قَالَ: انْظُرُوا فَإِنَّ نَبِيَّ ﷲ صَلَّى ﷲ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ قَالَ: إِنَّهُ سَيَخْرُجُ قَومٌ يَتَکَلَّمُونَ بِالْحَقِّ لاَ يُجَاوِزُ حَلْقَهُمْ، يَخْرُجُونَ مِنَ الْحَقِّ کَمَا يَخْرُجُ السَّهْمُ مِنَ الرَّمِيَةِ . . . الحديث. رَوَاهُ النَّسَائِيُّ وَأَحْمَدُ.

34.          “Hazrat Tariq Bin Ziyad Ne Bayan Kiya Ki Ham Hazrat ‘Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Karim Ke Saath Khawaarij Kee Taraf (Un Se Jang Ke Liye) Nikle Hazrat ‘Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Karim Ne Unhe’n Qatl Kiya Phir Farmaya: Dekho Be-Shak Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya: ‘Anqareeb Aise Log Niklenge Ki Haqq Kee Baat Karenge Lekin Woh Un Ke Halq Se Neeche Nahin Utrega Woh Haqq Se Yoo’n Nikal Jaa’enge Jaise Ki Teer Shikaar Se Nikal Jaata Hai.”

[Nasa’i Fi As-Sunan-ul-Kubra, 05/161, Raqm-8566,

Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 01/107, Raqm-848,

Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 02/714, Raqm-1224,

Khatib Al-Baghdadi Fi Tarikh Baghdad, 14/362, Raqm-7689,

Marwazi Ta’zim As-Salat, 01/256, Raqm-247,

Mizzi Fi Tahdhib-ul-Kamal Fi Asma’-ir-Rijal, 13/338, Raqm-2948,

Al-Intibahu Lil-Khawariji Wa-Al-Haroora’, Safha-50, Raqm-34.]