١٩. عَنْ أبِي غَالِبٍ قَالَ: رَأی أبُو أمَامَةَ رَضِيَ ﷲ تَعَالىٰ عَنْهُ رُءُوْسًا مَنْصُوْبَةً عَلَی دَرَجِ مَسْجِدِ دِمَشْقَ، فَقَالَ أبُو أمَامَةَ رَضِيَ ﷲ تَعَالىٰ عَنْهُ: کِلَابُ النَّارِ شَرُّ قَتْلَی تَحْتَ أدِيْمِ السَّمَاءِ خَيْرُ قَتْلَی مَنْ قَتَلُوهُ ثُمَّ قًرَأ: ﴿يَوْمَ تَبْيَضُّ وُجُوهٌ وَ تَسْوَدُّ وُجُوهٌ﴾ إِلَی آخِرِ الآيَةِ ]آل عمران، ٣: ١٠٦[ قُلْتُ لِأبِي أمَامَةَ: أنْتَ سَمِعْتَهُ مِنْ رَسُولِ ﷲ صَلَّى ﷲ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ ؟ قَالَ: لَوْ لَمْ أسْمَعْهُ إِلَّا مَرَّةً أوْ مَرَّتَيْنِ أوْ ثَلَاثًا أوْ أرْبَعًا حَتَّی عَدَّ سَبْعًا مَا حَدَّثْتُکُمُوهُ.
رَوَاهُ التِّرْمِذِيُّ وَ أحْمَدُ وَالْحَاکِمُ.
وَ قَالَ أبُوعِيْسَي: هَذَا حَدِيْثٌ حَسَنٌ. وَقَالَ الْحَاکِمُ: هَذَا حَدِيْثٌ صَحِيْحٌ.
19. “Aboo Ghalib Ne Hazrat Aboo Umamah RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Riwayat Kiya Ki Unhone Masjide Dimashq Kee Sidhiyo’n Par (Khaarjiyo’n Ke) Sar Nasb Ki’e Hu’e Dekhe To Farmaya: Jahannam Ke Kutte, Aasmaan Ke Neeche Bad-Tareen Makhlooq Hain. Aur Woh Shakhs Behtareen Maqtool Hai Jise Unhone Qatl Kiya. Phir Aap Ne Yeh Aayat Padhi: “Jis Din Ka’i Chehre Safed Honge Aur Ka’i Chehre Siyaah Honge.” Aboo Ghalib Kehte Hain Ki Mein Ne Hazrat Aboo Umamah RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se ‘Arz Kiya: Kya Aap Ne Yeh Rasool Allah SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Se Suna Hai? Unhone Farmaya: Agar Mein Ne Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Se Ek¹, Do², Teen³, Chaar⁴, Yaha’n Tak Ki Saat⁷ Baar Tak Gina, Suna Hota To Tum Se Bayan Na Karta (Ya’ani Baarha Suna Hai).”
–
[Tirmidhi Fi As-Sunan, 05/226, Raqm-3000,
Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 05/256, Raqm-22262,
Hakim Fi Al-Mustadrak, 02/163, Raqm-2655,
Bayhaqi Fi As-Sunan-ul-Kubra,, 08/188,
Tabarani Fi Musnad Al-Shamiyyin, 02/248, Raqm-1279,
Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir 08/271, Raqm-8044,
Mahamili Fi Amali, 01/408, Raqm-478, 479,
‘Abd Allah Bin Ahmad Fi As-Sunnah, 02/643, Raqm-1542, 1546,
Ibn Taymiyyah Fi Al-Sarim-ul-Maslool ‘Ala Shatim Al-Rasool, 01/189,
Al-Intibahu Lil-Khawariji Wa-Al-Haroora’, Safha-34, 35, Raqm-19.]