Posted in Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi SallAllahu ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam, Baab-15 : ﴾Aadaab Aur Mu’amalaat﴿

Jaame’ Aadaab Ka Bayan

Fasl-09 :

Jaame’ Aadaab Ka Bayan

95/1029.            “Hazrat Aboo Hurayrah RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : Jab Tum Me Se Koi Shakhs Chhinke To (ٱلْحَمْدُ لِلَّهِ) Kahe, Aur Us Ka Bhai Ya Dost (Jo Bhi Sune) Woh Jawaban (يَرْحَمُكَ اللهُ) Kahe Aur Jab Us Ka Bhai (يَرْحَمُكَ اللهُ) Kahe To Phir Woh Kahe  (يَهْدِيْكُمُ اللهُ وَيُصْلِحُ بّالَكُمْ)“Allah Ta’ala Tumhein Hidayat De Aur Tumhare Haalaat Ko Sanwaare.”

[Bukhari Fi As-Sahih, 05/2298, Raqm-5870, Raqm-5870,

Tirmidhi Fi As-Sunan, 05/83, Raqm-2739, 2741,

وقال أبوعيسى : هذا حديث حسن صحيح،

Aboo Dawud Fi As-Sunan, 04/307, Raqm-5033,

Nasa’i Fi As-Sunan-ul-Kubra, 06/61, Raqm-10040,

Ibn Majah Fi As-Sunan, 02/1224, Raqm-3715,

Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi ﷺ, Safha-862, Raqm-1029.]

96/1030.            “Hazrat Aboo Moosa RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Marwi Hai, Woh Bayan Karte Hain Ki Unhone Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ko Yeh Farmate Hu’e Suna :  Jab Tum Me Se Koi Shakhs Chhikne Aur (ٱلْحَمْدُ لِلَّهِ)  Kahe To Tum Us Ke Liye (يَرْحَمُكَ اللهُ)  Kaho Aur Agar Woh (ٱلْحَمْدُ لِلَّهِ)  Na Kahe To Tum Bhi (يَرْحَمُكَ اللهُ)  Na Kaho.”

[Muslim Fi As-Sahih, 04/2292, Raqm-2991,

Bukhari Fi Al-Adab-ul-Mufrad, 01/323, Raqm-941,

Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 04/412, Hakim Fi Al-Mustadrak, 04/294, Raqm-7690,

 وقال الحاكم : هذا حديث صحيح الإسناد،

Bazzar Fi Al-Musnad, 08/121, Raqm-3125,

Ibn Abi Shaybah Fi Al-Musannaf, 05/268, Raqm-9330, 9331,

Daylami Musnad-ul-Firdwas, 01/297, Raqm-1174,

Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi ﷺ, Safha-862, 863, Raqm-1030.]

97/1031.            “Hazrat Aboo Moosa Ash’ari RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Riwayat Karte Hain Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : (Kisi Ghar Me Daakhil Hone Ke Liye) Teen³ Martaba Ijaazat Talab Karo, Agar Ijaazat Mil Jaa’e To Thik Hai Warna Waapis Laut Jaao.”

[Muslim Fi As-Sahih, 03/1694, Raqm-2153,

Tirmidhi Fi As-Sunan, 05/54, Raqm-2691,

Malik Fi Al-Muwatta’, 02/963, Raqm-1730, 1731,

Ibn Abi Shaybah Fi Al-Musannaf, 05/268, Raqm-2597,

Bayhaqi Fi Shu’ab-ul-Iman, 06/441, Raqm-8817,

Aboo Mahasin Fi Mu’tasar Al-Mukhtasar, 02/233,

Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi ﷺ, Safha-863, Raqm-1031.]

98/1032.            “Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ke Ghulam Hazrat Sawbaan RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Riwayat Karte Hain Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : Jis Shakhs Ne Mareez Kee Iyaadat Kee Woh Hamesa Khurfa Jannat Me Rahega, Arz Kiya Gaya : Ya RasoolAllah ﷺ! Khurfa Jannat Se Kya Muraad Hai? Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : Khurfa Jannat Ka Ek Baag Hai.”

رواه مسلم والترمذي.

وقال أبوعيسى : حديث ثوبان حديث حسن صحيح.

[Muslim Fi As-Sahih, 04/1989, Raqm-2568,

Tirmidhi Fi As-Sunan, 03/299, 300, Raqm-967, 968,

Bukhari Fi Al-Adab-ul-Mufrad, 01/184, Raqm-521,

Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 05/277, Raqm-22443,

Ibn Abi Shaybah Fi Al-Musannaf, 02/443, Raqm-10832,

Bayhaqi Fi As-Sunan-ul-Kubra,, 03/380, Raqm-6371,

Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 02/101, Raqm-1445,

Tayalisi Fi Al-Musnad, 01/132, Raqm-988,

Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi ﷺ, Safha-863, 864, Raqm-1032.]

99/1033.            “Hazrat ‘Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Karim Se Riewayat Hai Ki Unhone Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Se Suna  Ki Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Farmate Hain : Jo Musalman Bhi Subah Ke Waqt Kisi Musalman Kee Bimar Poorsoi Karta Hai To Sattar-70 Hazaar Firishte  Shaam Tak Us Ke Liye Du’aa Karte Rehte Hain Aur Agar Woh Shaam Ke Waqt Us Kee Bimar Purshi Kare To Sattar-70 Hazaaar Firishte Subah Tak Us Ke Liye Du’aa Karte Rehte Hain, Aur Jannat Me Us Ke Liye Baagh Hoga.”

رواه الترمذي وأبوداود وابن ماجه.

وقال أبوعيسى : هذا حديث حسن.

[Tirmidhi Fi As-Sunan, 03/300, Raqm-969,

Aboo Dawud Fi As-Sunan,03/185, Raqm-3098,

Ibn Majah Fi As-Sunan, 01/463, Raqm-1442,  07/224, Raqm-2958,

Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 01/118, Raqm-955,

Bazzar Fi Al-Musnad, 03/28, Raqm-777,

Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Awsat, 07/266, Raqm-7464,

Maqdisi Fi Al-Ahadith-ul-Mukhtarah, 02/319, Raqm-698,

Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi ﷺ, Safha-864, 865, Raqm-1033.]

100/1034.         “Hazrat Aboo Hurayrah RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ko Chhink Aati To Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Apna Daste Mubarak Ya Kapda Moo’nh Mubarak Par Rakhte Aur Aawaaz Ko (Nihaayat) Past Rakhte.”

رواه أبوداود والترمذي.

وقال أبوعيسى : هذا حديث حسن صحيح.

[Tirmidhi Fi As-Sunan, 05/86, Raqm-2745,

Aboo Dawud Fi As-Sunan, 04/307, Raqm-5029,

Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 02/439, Raqm-9660,

Hakim Fi Al-Mustadrak, 04/325, Raqm-7796,

وفال الحاكم : هذا حديث صحيح الإسناد،

Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Awsat, 02/237, Raqm-1849,

Aboo Ya’la Fi Al-Musnad, 12/17, Raqm-6663,

Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi ﷺ, Safha-865, Raqm-1034.]

101/1035.         “Hazrat Aboo Hurayrah RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : Momin Kee Rooh Qarz (Ke Bojh) Kee Wajah Se Latki Rehti Hai Yaha’n Tak Ki Us Ka Qarz Ada Kar Diya Jaa’e.”

رواه الترمذي وابن ماجه.

وقال أبوعيسى : هذا حديث حسن.

وقال الحكيم : هذا حديث صحيح.

[Tirmidhi Fi As-Sunan, 03/389, Raqm-1078, 1079,

Ibn Majah Fi As-Sunan, 02/806, Raqm-2413,

Hakim Fi Al-Mustadrak,  02/32, Raqm-2219,

Ibn Hibban Fi As-Sahih, 07/331, Raqm-3061,

Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad,  02/440, Raqm-9677,

Darami Fi As-Sunan, 02/340, Raqm-2591,

Shafi’iy Fi Al-Musnad, 01/361,

Bayhaqi Fi As-Sunan-ul-Kubra,, 04/61, Raqm-6891,

Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi ﷺ, Safha-865, 866, Raqm-1035.]

102/1036.         “Hazrat Aboo Moosa RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : Har (Woh) Aankh (Jo Kisi Ghayr Mehram Ko Dekhti Hai) Zinakaar Hai Aur Awrat Jab Khushbu Laga Kar Kisi Majlis Ke Paas Se Guzarti Hai To Woh Aysi Aur Aysi Hai Ya’ni Zaaniya Hai.”

رواه الترمذي.

وقال أبوعيسى : هذا حديث حسن صحيح.

[Tirmidhi Fi As-Sunan, 05/106, Raqm-2786,

Nasa’i Fi As-Sunan, 08/153, Raqm-5126,

Nasa’i Fi As-Sunan-ul-Kubra, 05/430, Raqm-9422,

Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 04/413,

Hakim Fi Al-Mustadrak, 02/430, Raqm-3497,

Ibn Hibban Fi As-Sahih, 10/270, Raqm-4424,

Bayhaqi Fi As-Sunan-ul-Kubra,, 03/246, Raqm-5769,

Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi ﷺ, Safha-866, Raqm-1036.]

103/1037.         “Aur Hazrat Aboo  Moosa RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Marwi Hai Ki Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : Jab Koi Aurat Is Liye Khushbu Laga Kar (Ya’ni Khud Ko Muattar Kar Ke) Kisi Majlis Ke Paas Se Gujarti Hai Ki Log Us Kee Khushbu Mahsus Kare To Woh Zaaniya Hai.”

رواه والنسائي والحاكم وأحمد.

وقال الحكيم : حديث صحيح الإسناد.

[Nasa’i Fi As-Sunan, 08/153, Raqm-5126,

Nasa’i Fi As-Sunan-ul-Kubra, 05/430, Raqm-9422,

Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 04/413,

Hakim Fi Al-Mustadrak, 02/430, Raqm-3497,

Ibn Hibban Fi As-Sahih, 10/270, Raqm-4424,

Bayhaqi Fi As-Sunan-ul-Kubra,, 03/246, Raqm-5769,

Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi ﷺ, Safha-866, Raqm-1037.]

104/1038.         “Hazrat Aboo Dhar RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : Tadbeer Ke Barabar Koi Aqal Mandi Nahin, Haram Se Ijtinaab Karne Se Badh Kar Koi Parhezgaari Nahin Aur Umda Akhlaaq Se Aala Koi Hasab-o Nasab Nahin.”

[Ibn Majah Fi As-Sunan, 02/1410, Raqm-4218,  02/79, Raqm-361,

Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 02/157, Raqm-1651,

Bayhaqi Fi Shu’ab-ul-Iman, 04/157, Raqm-4646,

Quda’iy Fi Musnad-ush-Shihab, 02/39, Raqm-837,

Daylami Fi Musnad-ul-Firdaws, 05/179, Raqm-7889,

Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi ﷺ, Safha-867, Raqm-1038.]

105/1039.         “Hazrat Anas Bin Malik RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Hazrat Sulayman RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Riwayat Karte Hain Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : Koi Musalman Apne Musalman Bhai Ke Paas Jaa’e Aur Woh Us Ke Ikraam Aur Ta’zim Me Use (Tek Lagaane Ke Liye) Takiya Pesh Kare (Aur Us Ke Saath Achchha Sulook Kare) To Allah Ta’ala Usi Waqt Us Kee Maghfirat Farma Deta Hai.”

[Hakim Fi Al-Mustadrak, 03/692, Raqm-6542,

Tabarani Fi Al-Mu’jam-us-Saghir, 02/50, Raqm-761,

Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 06/227, Raqm-6068,

Haythami Fi Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id, 08/174,

Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi ﷺ, Safha-867, Raqm-1039.]

106/1040.         “Hazrat ‘Abd Allah Bin ‘Umar RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhuma Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : Kharach Me Miyaanaarawi Nisf (Aadhi) Maeeshat Hai Aur Logo’n Se Mahabbat (Se Pesh Aana) Nisf Aqal Hai Aur Achchhe Tariqe Se Sawaal Karna Bhi Nisf ‘Ilm Hai.”

[Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Awsat, 07/25, Raqm-6744,

Bayhaqi Fi Shu’ab-ul-Iman, 05/254, Raqm-6568,

Daylami Musnad-ul-Firdwas, 02/75, Raqm-4321,

Haythami Fi Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id, 01/160,

Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi ﷺ, Safha-867, 868, Raqm-1040.]