Posted in Al-Intibahu Lil-Khawariji Wa-Al-Haroora’

Al-Intibahu Lil-Khawariji Wa-Al-Haroora’ : 24

٢٤.          عَنْ عَبْدِ ﷲ بْنِ رِبَاحِ الْأنْصَارِيِّ رَضِيَ ﷲ تَعَالىٰ عَنْهُ قَالَ: سَمِعْتُ کَعْبًا رَضِيَ ﷲ تَعَالىٰ عَنْهُ يَقُولُ: لِلشَّهِيْدِ نُورٌ وَلِمَنْ قَاتَلَ الْحَرُورِيَةَ عَشْرَةُ أَنْوَارٍ (و في رواية ابن أبي شيبة: فَضْلُ ثَمَانِيَةِ أَنْوَارٍ عَلَي نُوْرِ الشُّهَدَاءِ) وَ کَانَ يَقُولُ لِجَهَنَّمَ سَبْعَةُ أَبْوَابٍ ثَلَاثَةٌ مِنْهَا لِلْحَرُوْرِيَةِ. رَوَاهُ عَبْدُ الرَّزَّاقِ وَ ابْنُ أَبِي شيبة.

24.          “Hazrat ‘Abd Allah Bin Ribah Ansaari RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Bayan Karte Hain Ki Mein Ne Hazrat Ka’b RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Ko Farmate Hu’e Suna Ki Shahid Ke Liye Ek¹ Noor Hoga Aur Us Shakhs Ke Liye Jo Harooriyya  (Khawaarij) Ke Saath Qitaal Karega Das¹⁰ Noor Honge “Aur Ibn Abi Shaybah Kee Riwayat Me Hai: (Deegar) Shuhda’ Ke Noor Ke Muqaabale Me Woh Noor Aath⁸ Guna Ziyaada Fazeelat Rakhta Hoga.” Aur Aap Yeh Bhi Farmaya Karte They Ki Jahannam Ke Saat⁷ Darwaaze Hain Un Me Se Teen Harooriyya  (Khawaarij) Ke Liye (Mukhtas) Hain.”

[Abd-ur-Razzaq Fi Al-Musannaf, 10/155,

Ibn Abi Shaybah Fi Al-Musannaf, 07/557, Raqm-37911,

Al-Intibahu Lil-Khawariji Wa-Al-Haroora’, Safha-37, 38, Raqm-24.]