“Hazrat Aboo Moosa Ash’ari رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهُ Farmaate Hain : Yahoodi Yawme Aashora Kee Ta’zeem Karte They Aur Use ‘Eid Ke Taur Par Manaate They. Pas Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ne (Musalmano’n) Ko Hukm Diya Ki Tum Bhi Is Din Roza Rakkho.”
Ise Imam Muslim, Nasa’i Aur Tahaawi Ne Riwaayat Kiya Hai.
–
[Muslim Fi As-Sahih, 02/796, Raqm : (1) 1131,
Nasa’i Fi As-Sunan-ul-Kubra, 02/159, Raqm-2848,
Tahawi Fi Sharh Ma’ani Al-Athar, 02/133, Raqm-3217,
Bayhaqi Fi As-Sunan-ul-Kubra, 04/8197,
Farhat-ul-Quloob Fi Mawlid-in-Nabiyy-il-Mahboob SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam,/33_34, Raqm-06.]