Posted in Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi SallAllahu ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam, Baab-07 : ﴾Ikhlaas Aur Riqqate Qalb﴿

Sacchaa’i Aur Ikhlaas Ka Bayaan

Fasl-03 :

Sacchaa’i Aur Ikhlaas Ka Bayaan

15/397.    “Hazrat ‘Abd Allah RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya :  Sach (Hamessha) Neki Kee Raah Dikhaata Hai Aur Neki Jannat Kee Raah Dikhaati Hai. Aadami Sach Bolta Rehta Hai Yaha’n Tak Woh Siddiq (Sachcha) Ban Jaata Hai Aur Jhooth Badee Ka Raasta Dikhaata Hai Aur Badee Dozakh Me Le Jaati Hai. Aadami Jhooth Bolta Rehta Hai Yaha’n Tak Ki Use Allah Ta’ala Ke Ha’n Jhootha Hee Likh Diya Jaata Hai.”

Muttafaque ‘Alayh

[Bukhari Fi As-Sahih, 05/2261, Raqm-5743,

Muslim Fi As-Sahih, 04/2012, Raqm-2607,

Tirmidhi Fi As-Sunan, 04/347, Raqm-1971,

Aboo Dawud Fi As-Sunan, 04/297, Raqm-4989,

Ibn Majah Fi As-Sunan, 01/18, Raqm-46,

Malik Fi Al-Muwatta’, 02/989, Raqm-1792,

Darami Fi As-Sunan, 02/388, Raqm-2715,

Ibn Hibban Fi As-Sahih, 01/508, Raqm-274,

Bayhaqi Fi As-Sunan-ul-Kubra,, 10/195, 243,

Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 01/384, Raqm-3638, 4108,

Aboo Ya’la Fi Al-Musnad, 09/71, Raqm-5138,

Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 09/97, Raqm-7522,

Bayhaqi Fi Shu’ab-ul-Iman, 04/199, Raqm-4784, 4787, 4788,

Mundhiri Fi At-Targhibu Wa At-Tarhibu Mina Al-Hadith Ash-Sharif, 03/365, Raqm-4443,

Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi ﷺ, Safha-382, Raqm-397.]

16/398.    “Hazrat Sahal Bin Hunayf RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : Jis Ne Allah Ta’ala Se Sachche Dil Ke Saath Shahadat (Kee Maut) Talab Kee To Allah Ta’ala Use Shuhada’(Shaheedo’n) Ka Muqaam ‘Ata’ Farma’ega Khwaah Use Bistar Par Hee Maut (Kyoo’n Na) Aa’i Ho.”

[Muslim Fi As-Sahih, 03/1517, Raqm-1908, 1909,

Aboo Dawud Fi As-Sunan, 02/85, Raqm-02,

Nasa’i Fi As-Sunan, 06/36, Raqm-3162,

Nasa’i Fi As-Sunan-ul-Kubra, 03/25, Raqm-4370,

Ibn Majah Fi As-Sunan, 02/935, Raqm-2797,

Ibn Hibban Fi As-Sahih, 07/465, Raqm-3192,

Hakim Fi Al-Mustadrak, 02/87, Raqm-2412,

وقال الحاكم : هذا حديث صحيح،

Bayhaqi Fi As-Sunan-ul-Kubra,, 09/169,

Aboo ‘Awanah Fi Al-Musnad, 04/490, Raqm-7446,

Aboo Mahasin Fi Mu’tasar Al-Mukhtasar, 01/205,

Mundhiri Fi At-Targhibu Wa At-Tarhibu Mina Al-Hadith Ash-Sharif, 02/177, Raqm-2005,

Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi ﷺ, Safha-383, Raqm-398.]

17/399.    “Hazrat Aboo Muhammad Hasan Bin Ali RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhuma Bayan Karte Hain Ki Mujhe Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ka Yeh Irshad (Aaj Bhi) Yaad Hai. Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : Sahak-o Shub’ha Waali Cheez Chhod Kar Hamessha Shak-Wa l-Shub’ha Se Paak Cheezo’n Ko Ikhtiyar Karo, Be Shak Sach Sukoon Aur Jhooth Shak-Wa-Shub’ha Hai.”

رواه الترمذي والنساءي.

وقال أبوعيسى : هذا حديث حسن صحيح.

[Tirmidhi Fi As-Sunan, 04/668, Raqm-2518,

Nasa’i Fi As-Sunan, 08/327, Raqm-5711,

Ibn Khuzaymah Fi As-Sahih, 04/59, Raqm-2348,

Ibn Hibban Fi As-Sahih, 02/498, Raqm-722,

Hakim Fi Al-Mustadrak, 02/15, Raqm-2169,

وقال الحاكم : هذا حديث صحيح الإسناد ،

Darami Fi As-Sunan, 02/319, Raqm-2532,

‘Abd-ur-Razzaq Fi Al-Musannaf, 03/117, Raqm-4984,

Bazzar Fi Al-Musnad, 04/175, Raqm-1336,

Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 01/200, Raqm-1723, 12572,

Aboo Ya’la Fi Al-Musnad, 12/132, Raqm-2762,

Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 03/76, Raqm-2711,

Bayhaqi Fi As-Sunan-ul-Kubra,, 05/335, Raqm-10601,

Ibn Abi Shaybah Fi Al-Musannaf, 03/474, Raqm-36,

Tayalisi Fi Al-Musnad, 01/163, Raqm-1178,

Mundhiri Fi At-Targhibu Wa At-Tarhibu Mina Al-Hadith Ash-Sharif, 02/351, Raqm-2686,

Haythami Fi Mawarid Al-Zam’an Ila Zawa’id Ibn Habban, 01/137, Raqm-512,

Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi ﷺ, Safha-383, 384, Raqm-399.]

18/400.    “Hazrat ‘Abd Allah Bin ‘Amr RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhuma Riwayat Karte Hain Ki Ek Aadami Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Kee Khidmate Aqdas Me Haazir Hua Aur Us Ne ‘Arz Kiya :  Ya RsoolAllah ﷺ! Jannat (Me Le Jaane) Waala Amal Kounsa Hai? Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : Sach Bolna. Jab Aadami Sach Bolta Hai To Woh Neki Karta Hai Aur Jab Woh Neki Karta Hai To Gunaah Se Mehfooz Ho Jaata Hai Aur Jab Woh (Gunaah Se) Mehfooz Ho Jaata Hai To Jannat Me Daakhil Ho Jaata Hai. Us Ne ‘Arz Kiya : Ya RasoolAllah ﷺ! Dozakh (Me Le Jaane) Waala Amal Kounsa Hai? Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : Jhooth. Jab Aadami Jhooth Bolta Hai To Woh Buraa’i Karta Hai Aur Jab Buraa’i Karta Hai To Woh Kufr Karta Hai Aur Jab Kufr Karta Hai To Dozakh Me Daakhil Ho Jaata Hai.”

[Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 02/176, Raqm-6641,

Mundhiri Fi At-Targhibu Wa At-Tarhibu Mina Al-Hadith Ash-Sharif, 03/366, Raqm-4446,

Haythami Fi Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id, 01/92, 142,

Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi ﷺ, Safha-384, Raqm-400.]

19/401.    “Hazrat Mu’aadh Bin Jabal RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Ko Jab Yaman Kee Taraf Bheja Gaya To Unhone Baargaahe Risalat Ma’ab SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Me ‘Arz Kiya : Ya RasoolAllah ﷺ! Mujhe Khusoosi Nasihat Farmaa’e. Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : Deen Me Ikhlaas Paida Karo, Tumhe’n Thoda Amal Bhi Kaafi Hoga.”

رواه الحاكم والبيهقي.

وقال الحاكم : صحيح الإسناد.

[Hakim Fi Al-Mustadrak, 04/341, Raqm-7844,

Bayhaqi Fi Shu’ab-ul-Iman, 05/342, Raqm-6859,

Mundhiri Fi At-Targhibu Wa At-Tarhibu Mina Al-Hadith Ash-Sharif, 01/22,

Daylami Fi Musnad-ul-Firdaws, 01/435, Raqm-1772,

Husayni Fi Al-Bayan Wa’t-Ta’rif, 10/39, Raqm-79,

Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi ﷺ, Safha-385, Raqm-401.]

20/402.    “Hazrat Aboo Darda RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : Dunya Mal’oon (Mardood) Hai Aur Jo Kuchh Is Me Hai Woh (Bhi) Mal’oon Hai, Siwaaye Is (Nek) ‘Amal Ke Jis Ke Zari’e Allah Ta’ala Kee Raza Talab Kee Jaa’e.”

رواه الطبراني والبيهقي بإسناد ﻻ بأس به.

[Tabarani Fi Musnad Al-Shamiyyin, 01/353, Raqm-612,

Bayhaqi Fi Shu’ab-ul-Iman, 07/381, Raqm-10441,

Ibn Rajab Hanbali Fi Jaame’-ul-Uloomi Wa Al-Hikam Fi Sharh Khamsina Hadithan Min Jawami’ Al-Kalim, 01/298,

Mundhiri Fi At-Targhibu Wa At-Tarhibu Mina Al-Hadith Ash-Sharif, 01/24, Raqm-10,

Ahmad Bin Hanbal Fi Kitab-uz-Zuhd, 01/62, Raqm-127,

Haythami Fi Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id, 10/22, ووثقه،

Hakim At-Tirmidhi Fi Nawadir-ul-Usool Fi Ma’rifati Ahadith-ir-Rasool ﷺ , 01/255,

Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi ﷺ, Safha-385, Raqm-402.]

21/403.    “Hazrat Anas Bin Maalik RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : Jo Shakhs Allah Wah’dahu La Shariq Ke Liye Kaamil Ikhlaas Par Aur Bila Shirk Us Kee Ibadat Par Aur Namaz Qaayim Karne Par, Zakaat Dene Par Hamesha ‘Amal Paira Ho Kar Dunya Se Rukhsat Hoga Us Kee Maut Is Haal Me Hogi Ki Allah Ta’ala Us Se Raazi Hoga.”

رواه ابن ماجه.

وقال الحاكم : هذا حديث صحيح الإسناد.

[Ibn Majah Fi As-Sunan, 01/27, Raqm-70,

Hakim Fi Al-Mustadrak, 02/362, Raqm-3277,

Bayhaqi Fi Shu’ab-ul-Iman, 05/341, Raqm-6856,

Maqdisi Fi Al-Ahadith-ul-Mukhtarah, 06/126, Raqm-2122,

Lalaka’i Fi I’tiqad Ahl As-Sunnah,, 04/835, Raqm-1549,

Mundhiri Fi At-Targhibu Wa At-Tarhibu Mina Al-Hadith Ash-Sharif, 01/22, Raqm-01,

Harith Fi Al-Musnad (Zawa’id Al-Haythami), 01/152, Raqm-07,

Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi ﷺ, Safha-385, 386, Raqm-403.]