Posted in Ḥusnu al-maʻāb fī Ḏh̲ikri Abī Turāb karrama Allāhu waj·hahu al-Karīm

ḤUSNU AL-MAʻĀB FĪ ḎH̲IKRI ABĪ TURĀB KARRAMA ALLĀHU WAJ•HAHU AL-KARĪM: 25

٢٥۔                      عَنْ أَنَسِ بْنِ مَالِکٍ رَضِيَ اﷲ عَنْهُ، قَالَ: کَانَ عِنْدَ النَّبِيِّ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ طَيْرٌ فَقَالَ: اَللّٰهُمَّ، ائْتِنِي بِأَحَبِّ خَلْقِکَ إِلَيْکَ يَأْکُلُ مَعِيَ هٰذَا الطَّيْرَ، فَجَاءَ عَلِيٌّ رَضِيَ اﷲ عَنْهُ فَأَکَلَ مَعَه.

              رَوَاهُ التِّرْمِذِيُّ وَالنَّسَائِيُّ وَالْحَاکِمُ وَالطَّبَرَانِيُّ. وَقَالَ الْحَاکِمُ: هٰذَا حَدِيْثٌ صَحِيْحٌ عَلٰی شَرْطِ الشَّيْخَيْنِ.

25.              “Ḥaz̤rat Anas bin Mālik raḍiya Allāhu ‘anhu se marwī hai ki ek martabā Ḥuz̤ūr Nabīye Akram ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ke pās parinde kā gosht thā, āp ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ne duʻā kī: yā Allāh! Apnī maḳhlūq meṅ se mĕḥbūb-tarīn shaḳhṣ mere pās bhej tā ki woh mere sāth is parinde kā gosht khā’e. Chunānche Ḥaz̤rat ʻAlī raḍiya Allāhu ‘anhu ā’e aur āp ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ke sāth woh gosht tanāwul kiyā.”

              Is ḥadīs̲ ko imām Ṭirmiḏẖī, Nasā’ī, Hākim aur Ṭabarānī ne riwāyat kiyā hai. Imām Hākim ne farmāyā: yeh ḥadīs̲ Buḳhārī wa Muslim kī sharā’iṭ par ṣaḥīḥ hai.

[Aḳhrajah al-Tirmiḏẖī fī al-Sunan, kitāb al-manākib, bāb manāqibi ʻAlī ibn Abī Ṭālib raḍiya Allāhu ‘anhumā, 05/636, al-raqm: 3721,

al-Nasā’ī fī al-Sunan al-kubrá, 05/107, al-raqm: 8398,

al-Ḥākim fī al-Mustadrak, 03/141, al-raqm: 4650,

al-Ṭabarānī fī al-Muʻjam al-awsaṭ, 09/146, al-raqm: 9372,

al-Bazzār fī al-Musnad, 09/287, al-raqm: 3841,

Ibn Ḥayyān fī Ṭabaqāt al-muḥaddiṯẖīn bi-Aṣbahān, 03/454,

Ṭāhir al-Qādrī fī Ḥusnu al-maʻāb fī Ḏh̲ikri Abī Turāb karrama Allāhu waj·hahu al-Karīm,/36_37, al-raqm: 25.]