Posted in 02 : Namaze Taraweeh Kee Ta'dade Rak'at Ka Bayan, Bees Rak’at Namaze Tarawih Ka Suboot

At-Tasrihu Fi Salat-it-Tarawih : 38

  1. “Hazrat Za’faraani Umam Shafi’iy RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Riwayat Karte Hain Ki Unhone Farmaya :
    Mein Ne Logo’n Ko Madinah Munawwarah Me Untaalis-39 Aur Makkah Mukarrama Me Te’is-23 Rak’at (Bees-20 Tarawih Aur Teen³ Witr) Padhte Dekha.”

رواه ألقسقلاني والشوقأني عن مالك.

[Ibn Hajar ‘Asqalani Fi Fat’h-ul-Bari Sharh Sahih Al-Bukhari,04/253,

Shawkani Fi Nayl-ul-Awtar Min Asrar Muntaqa Al-Akhbar, 03/64,

At-Tasrihu Fi Salat-it-Tarawih, Safha-33, Raqam-38.]