Posted in 02 : Namaze Taraweeh Kee Ta'dade Rak'at Ka Bayan, Bees Rak’at Namaze Tarawih Ka Suboot

At-Tasrihu Fi Salat-it-Tarawih : 39

  1. “Hazrat Rushd Qurtubi Ne Farmaya Ki Imam Malik RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Ne Apne Do² Qaul Me Se Aik Aur Imam Aboo Hanifa, Imam Shafi’iy, Imam Ahmad Aur Imam Dawud Zaahri RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhum Ajma’iyn Ne Bees-20 Tarawih Ka Qiyam Pasand Kiya Hai Aur Teen³ Witr Is Ke Ilaawah Hain…..Isee Tarah Imam Malik RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Ne Yazeed Bin Rumaan Se Riwayat Bayan Kee Farmaya Ki Hazrat ‘Umar Bin Khattab RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Ke Zamane Me Log Te’is-23 Rak’at Taraweeh Ka Qiyam Kiya Karte They.”

[Ibn Rushd Fi Bidayat-il-Mujtahid Wa Nihayat-il-Muqtasid, 01/152,

At-Tasrihu Fi Salat-it-Tarawih, Safha-33, 34, Raqam-39.]