Posted in 02 : Namaze Taraweeh Kee Ta'dade Rak'at Ka Bayan, Bees Rak’at Namaze Tarawih Ka Suboot

At-Tasrihu Fi Salat-it-Tarawih : 22

  1. “Hazrat Saa’ib Bin Yazeed Ne Bayan Kiya Ki Hum Hazrat ‘Umar RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Ke Zamaane Me Fajr Ke Qareeb Tarawih Se Faarigh Hote They Aur Hum (Ba-Shumool-Witr) Te’is-23 Rak’aat Padhte They.”

رواه عبد الرزاق.

[Abd-ur-Razzaque Fi Al-Musannaf, 04/261, Raqam-7733,

Ibn Hazm Fi Al-Ihkamu Fi Usool-il-Ahkam, 02/230,

At-Tasrihu Fi Salat-it-Tarawih, Safha-27, Raqam-22.]