Posted in 02 : Namaze Taraweeh Kee Ta'dade Rak'at Ka Bayan, Bees Rak’at Namaze Tarawih Ka Suboot

At-Tasrihu Fi Salat-it-Tarawih : 23

  1. “Hazrat Saa’ib Bin Yazeed Se Marwi Hai Unhone Bayan Kiya Ki Hazrat ‘Umar Bin Khattab RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Ke Ahad Me Sahaba-E-Kiram Ridwanu Allahi Ta’ala ‘Alayhim Ajma’iyn Mahe Ramadaan Me Bees Rak’aat Tarawih Padhte They Aur Un Me Sow-100 Aayat Waali Sooratein Padhte They Aur Hazrat ‘Uthman RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Ke Ahad Me Shiddate Qiyam Kee Wajah Se Woh Apni Laathiyo’n Se Tek Lagaate They.”

رواه البيهقي والفريابي وابن الجعد.

إسناده ورجاله ثقات كما قال الفريابي.

[Bayhaqui Fi As-Sunan-ul-Kubra,, 02/496, Raqam-4393,

Ibn Hasan Firyabi Fi As-Siyam, 01/131, Raqam-176,

وقال : إسناده ورجاله ثقات ،

Ibm Ja’d Al-Musnad, 01/413, Raqam-2825,

Mubarkfoori Fi Tuhfat-ul-Ahwadhi Bi-Sharh Jami’ At-Tirmidhi, 03/447,

At-Tasrihu Fi Salat-it-Tarawih, Safha-28, Raqam-23.]