1. Aap Apne Ghar Me Halqa-E-Durood Ke Li’e Kamra Ua Jagah Mukhtas Kar Le’n, Jahaa’n Ghar Ke Tamaam Afraad Mil Kar Durood-o-Salaam Padhe’n.
2. Ghar Kee Sat’h Par Apne Qareebi Rishta Daaro’n Aur Padosiyo’n Ko Bhi Zaroor Da’wat De’n Aur Halqa-E-Durood-o-Salaam Ke Shuraka’ Kee Ta’daad Me Din Ba Din Ba-Din Izaafa Karte Jaa’ein.
3. Halqa-E-Durood Ke Li’e Mukhtas Hone Waali Jagah Kee Safaa’i Aur Paakeezgi Ka Har Waqt Khusoosi Ehtemaam Rakkhe’n.
–
[Durood-o-Salam Aur Azamate Mustafa SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam,/41.]